Sher
lakiren khinch ke miTTi pe baiTh jaata huun
yahan makan tha ye bazar ye gali us ki

Ashraf Yousafi
lakiren khinch ke miTTi pe baiTh jaata huun
yahan makan tha ye bazar ye gali us ki
hava ke lams men us ki mahak bhi hoti hai
vo shakh-e-gul jo kahin ru-ba-ru nahin hoti
ek tasvir huun gham ki jis par
muskurane ka guman hota hai
lakirein khinch ke miTTi pe baiTh jaataa huun
yahaan makaan thaa ye baazaar ye gali us ki
havaa ke lams mein us ki mahak bhi hoti hai
vo shaakh-e-gul jo kahin ru-ba-ru nahin hoti
ek tasvir huun gham ki jis par
muskuraane kaa gumaan hotaa hai
machhliyaan jaal machhere dariyaa
मछलियाँ जाल मछेरे दरिया
is zaat ke hisaar se niklungaa ek roz
इस ज़ात के हिसार से निकलूँगा एक रोज़
taalluqaat mein yakh-bastagi paDi rahegi
तअ'ल्लुक़ात में यख़-बस्तगी पड़ी रहेगी
chhan ke aati hai jo ye raushni darvaaze se
छन के आती है जो ये रौशनी दरवाज़े से
ziist ke tajrabe ki baatein hain
ज़ीस्त के तज्रबे की बातें हैं
diye ki aankh se jab guftugu nahin hoti
दिए की आँख से जब गुफ़्तुगू नहीं होती