Sher
apne me'yar se niche main bhala kyon aa.uun
tum jise zo'm samajhte ho vo khuddari hai

Azhar Sajjad
apne me'yar se niche main bhala kyon aa.uun
tum jise zo'm samajhte ho vo khuddari hai
roz zindan ki divar pe likhta hai koi
haa.e tanha.i salasil se kahin bhari hai
phir mulaqat ka tufan uTha hai dil men
phir se ik baar bichhaD jaane ki tayyari hai
apne me'yaar se niche main bhalaa kyon aauun
tum jise zo'm samajhte ho vo khuddaari hai
phir mulaaqaat kaa tufaan uThaa hai dil mein
phir se ik baar bichhaD jaane ki tayyaari hai
roz zindaan ki divaar pe likhtaa hai koi
haae tanhaai salaasil se kahin bhaari hai
bol na ai mire bhagvaan nahin ho saktaa
बोल न ऐ मिरे भगवान नहीं हो सकता
kyaa karun milti nahin mujh se tabiat us ki
क्या करूँ मिलती नहीं मुझ से तबीअ'त उस की
ikhtilaafaat mein bimaar nazar aate hain
इख़्तिलाफ़ात में बीमार नज़र आते हैं
aao ik baar raqs karte hain
आओ इक बार रक़्स करते हैं
shaayad ke kare vasl hi bharpaai hamaari
शायद के करे वस्ल ही भरपाई हमारी
kahaani to mu'ammaai nahin hai
कहानी तो मु'अम्माई नहीं है