us ne sun kar baat meri Taal di
uljhanon men aur uljhan Daal di

Aziz Hyderabadi
Aziz Hyderabadi
Sherशेर
See all 25 →us ne sun kar baat meri Taal di
उस ने सुन कर बात मेरी टाल दी
husn hai dad-e-khuda ishq hai imdad-e-khuda
हुस्न है दाद-ए-ख़ुदा इश्क़ है इमदाद-ए-ख़ुदा
duniya ki ravish dekhi tiri zulf-e-dota men
दुनिया की रविश देखी तिरी ज़ुल्फ़-ए-दोता में
ayaan ya nihan ik nazar dekh lete
अयाँ या निहाँ इक नज़र देख लेते
mushkil hai imtiyaz-e-azab-o-savab men
मुश्किल है इमतियाज़-ए-अज़ाब-ओ-सवाब में
dhaDakte hue dil ke ham-rah mere
धड़कते हुए दिल के हम-राह मेरे
Popular Sher & Shayari
50 totalhusn hai dad-e-khuda ishq hai imdad-e-khuda
ghair ka dakhl nahin bakht hai apna apna
duniya ki ravish dekhi tiri zulf-e-dota men
banti hai ye mushkil se bigaDti hai zara men
ayaan ya nihan ik nazar dekh lete
kisi surat un ko magar dekh lete
mushkil hai imtiyaz-e-azab-o-savab men
piita huun main sharab mila kar gulab men
dhaDakte hue dil ke ham-rah mere
miri nabz bhi chara-gar dekh lete
vo ye kah kar daagh dete hain mujhe
phuul se pahle samar aate nahin
mushkil hai imtiyaaz-e-azaab-o-savaab mein
piitaa huun main sharaab milaa kar gulaab mein
koi rusvaa koi saudaai hai
ik jahaan aap kaa shaidaai hai
zor qismat pe chal nahin saktaa
khaamushi ikhtiyaar kartaa huun
us ne sun kar baat meri Taal di
uljhanon mein aur uljhan Daal di
ayaan yaa nihaan ik nazar dekh lete
kisi surat un ko magar dekh lete
Ghazalग़ज़ल
zaalim tire vaadon ne divaana banaa rakkhaa
ज़ालिम तिरे वादों ने दीवाना बना रक्खा
jafaa dekhni thi sitam dekhnaa thaa
जफ़ा देखनी थी सितम देखना था
naazninaan-e-jahaan shobada-gar pakke hain
नाज़नीनान-ए-जहाँ शोबदा-गर पक्के हैं
vahshat-e-dil kaa ajab rang nazar aataa hai
वहशत-ए-दिल का अजब रंग नज़र आता है
in ki Thokar mein sharaarat hogi
इन की ठोकर में शरारत होगी
baDh gaiin gustaakhiyaan meri sazaa ke saath saath
बढ़ गईं गुस्ताख़ियाँ मेरी सज़ा के साथ साथ





