ek jaise lag rahe hain ab sabhi chehre mujhe
hosh ki ye intiha hai ya bahut nashshe men huun

Bharat Bhushan Pant
Bharat Bhushan Pant
Sherशेर
See all 38 →ek jaise lag rahe hain ab sabhi chehre mujhe
एक जैसे लग रहे हैं अब सभी चेहरे मुझे
is tarah to aur bhi divangi baDh ja.egi
इस तरह तो और भी दीवानगी बढ़ जाएगी
har taraf thi khamoshi aur aisi khamoshi
हर तरफ़ थी ख़ामोशी और ऐसी ख़ामोशी
ham kafiron ne shauq men roza to rakh liya
हम काफ़िरों ने शौक़ में रोज़ा तो रख लिया
bas zara ik aa.ine ke TuTne ki der thi
बस ज़रा इक आइने के टूटने की देर थी
ghar se nikal kar jaata huun main roz kahan
घर से निकल कर जाता हूँ मैं रोज़ कहाँ
Popular Sher & Shayari
76 totalis tarah to aur bhi divangi baDh ja.egi
pagalon ko pagalon se duur rahna chahiye
har taraf thi khamoshi aur aisi khamoshi
raat apne saa.e se ham bhi Dar ke ro.e the
ham kafiron ne shauq men roza to rakh liya
ab hausla baDhane ko iftar bhi to ho
bas zara ik aa.ine ke TuTne ki der thi
aur main bahar se andar ki tarah lagne laga
ghar se nikal kar jaata huun main roz kahan
ik din apna pichha kar ke dekha jaa.e
sabab khaamoshiyon kaa main nahin thaa
mire ghar mein sabhi kam bolte the
ham saraabon mein hue daakhil to ye ham par khulaa
tishnagi sab mein thi lekin tishnagi mein kaun thaa
hamaari baat kisi ki samajh mein kyuun aati
khud apni baat ko kitnaa samajh rahe hain ham
main thoDi der bhi aankhon ko apni band kar luun to
andheron mein mujhe ik raushni mahsus hoti hai
hamaare haal pe ab chhoD de hamein duniyaa
ye baar baar hamein kyuun bataanaa paDtaa hai
ghar se nikal kar jaataa huun main roz kahaan
ik din apnaa pichhaa kar ke dekhaa jaae
Ghazalग़ज़ल
kabhi sukun kabhi sabr-o-qaraar TuTegaa
कभी सुकूँ कभी सब्र-ओ-क़रार टूटेगा
mustaqil rone se dil ki be-kali baDh jaaegi
मुस्तक़िल रोने से दिल की बे-कली बढ़ जाएगी
samundaron ko bhi dariyaa samajh rahe hain ham
समुंदरों को भी दरिया समझ रहे हैं हम
kab talak chalnaa hai yuun hi ham-safar se baat kar
कब तलक चलना है यूँ ही हम-सफ़र से बात कर
ishq kaa rog to virse mein milaa thaa mujh ko
इश्क़ का रोग तो विर्से में मिला था मुझ को
miri hi baat sunti hai mujhi se baat karti hai
मिरी ही बात सुनती है मुझी से बात करती है





