sar jis pe na jhuk jaa.e use dar nahin kahte
har dar pe jo jhuk jaa.e use sar nahin kahte

Bismil Saeedi
Bismil Saeedi
Sherशेर
See all 23 →sar jis pe na jhuk jaa.e use dar nahin kahte
सर जिस पे न झुक जाए उसे दर नहीं कहते
kiya tabah to dilli ne bhi bahut 'bismil'
किया तबाह तो दिल्ली ने भी बहुत 'बिस्मिल'
ka.abe men musalman ko kah dete hain kafir
काबे में मुसलमान को कह देते हैं काफ़िर
khushbu ko phailne ka bahut shauq hai magar
ख़ुश्बू को फैलने का बहुत शौक़ है मगर
Thokar kisi patthar se agar khaa.i hai main ne
ठोकर किसी पत्थर से अगर खाई है मैं ने
ham ne kanTon ko bhi narmi se chhua hai aksar
हम ने काँटों को भी नरमी से छुआ है अक्सर
Popular Sher & Shayari
46 totalkiya tabah to dilli ne bhi bahut 'bismil'
magar khuda ki qasam lucknow ne luuT liya
ka.abe men musalman ko kah dete hain kafir
but-khane men kafir ko bhi kafar nahin kahte
khushbu ko phailne ka bahut shauq hai magar
mumkin nahin havaon se rishta kiye baghair
Thokar kisi patthar se agar khaa.i hai main ne
manzil ka nishan bhi usi patthar se mila hai
ham ne kanTon ko bhi narmi se chhua hai aksar
log bedard hain phulon ko masal dete hain
husn bhi kambakht kab khaali hai soz-e-ishq se
shama bhi to raat bhar jalti hai parvaane ke saath
dohraai jaa sakegi na ab daastaan-e-ishq
kuchh vo kahin se bhuul gae hain kahin se ham
tum jab aate ho to jaane ke liye aate ho
ab jo aa kar tumhein jaanaa ho to aanaa bhi nahin
sukun nasib huaa ho kabhi jo tere baghair
khudaa kare ki mujhe tu kabhi nasib na ho
ro rahaa huun aaj main saare jahaan ke saamne
roegaa kal dekhnaa saaraa jahaan mere liye
kaabe mein musalmaan ko kah dete hain kaafir
but-khaane mein kaafir ko bhi kaafar nahin kahte
Ghazalग़ज़ल
ab ishq rahaa na vo junun hai
अब इश्क़ रहा न वो जुनूँ है
vahi hoti hai rahbar jo tamannaa dil mein hoti hai
वही होती है रहबर जो तमन्ना दिल में होती है
iltijaaein karne vaale ko duaa se kyaa gharaz
इल्तिजाएँ करने वाले को दुआ से क्या ग़रज़
rah-rav-e-raah-e-mohabbat kaun si manzil mein hai
रह-रव-ए-राह-ए-मोहब्बत कौन सी मंज़िल में है
nigaah-e-naaz tiri jab se kaarsaaz nahin
निगाह-ए-नाज़ तिरी जब से कारसाज़ नहीं
sharaab-e-ishq mein kyaa jaane kyaa taasir hoti hai
शराब-ए-इश्क़ में क्या जाने क्या तासीर होती है





