jis ruup men bhi chaho ham aa milenge tum ko
nuur aur khaak tak hai sab silsila hamara

Bushra Bakhtiyar Khan
Bushra Bakhtiyar Khan
Sherशेर
See all 8 →jis ruup men bhi chaho ham aa milenge tum ko
जिस रूप में भी चाहो हम आ मिलेंगे तुम को
use kaho ki use bakhsh dungi saara jahan
उसे कहो कि उसे बख़्श दूँगी सारा जहाँ
dair-o-haram pukarne aa.e hamen magar
दैर-ओ-हरम पुकारने आए हमें मगर
main chahun bhi to zamana badal nahin sakti
मैं चाहूँ भी तो ज़माना बदल नहीं सकती
ham manzilon ke baasi kab se bhaTak rahe hain
हम मंज़िलों के बासी कब से भटक रहे हैं
zulmat ke karobar se fursat nahin mili
ज़ुल्मत के कारोबार से फ़ुर्सत नहीं मिली
Popular Sher & Shayari
16 totaluse kaho ki use bakhsh dungi saara jahan
use kaho ki miri samt ek baar aa.e
dair-o-haram pukarne aa.e hamen magar
lekin khayal-e-yar se fursat nahin mili
main chahun bhi to zamana badal nahin sakti
ki 'bushra' log yahan jhuuT bolte hain bahut
ham manzilon ke baasi kab se bhaTak rahe hain
kab raah par chalega ye rasta hamara
zulmat ke karobar se fursat nahin mili
jis ko tire dayar se fursat nahin mili
use kaho ki use bakhsh dungi saaraa jahaan
use kaho ki miri samt ek baar aae
jis ruup mein bhi chaaho ham aa mileinge tum ko
nuur aur khaak tak hai sab silsila hamaaraa
ham manzilon ke baasi kab se bhaTak rahe hain
kab raah par chalegaa ye raasta hamaaraa
dair-o-haram pukaarne aae hamein magar
lekin khayaal-e-yaar se fursat nahin mili
main chaahun bhi to zamaana badal nahin sakti
ki 'bushraa' log yahaan jhuuT bolte hain bahut
zulmat ke kaarobaar se fursat nahin mili
jis ko tire dayaar se fursat nahin mili
Ghazalग़ज़ल
raat ki raaniyon charaaghon ki khair
रात की रानियों चराग़ों की ख़ैर
vo banaa shahr kaa khudaa kab se
वो बना शहर का ख़ुदा कब से
adaavaton se mohabbat kaa gham nikaalte hain
अदावतों से मोहब्बत का ग़म निकालते हैं
zindagi ishq ke mazhab mein bitaanaa chaahein
ज़िंदगी इश्क़ के मज़हब में बिताना चाहें
kisi ki tarz main kab ikhtiyaar karti huun
किसी की तर्ज़ मैं कब इख़्तियार करती हूँ
shahr ke shahr basaate hue mar jaate hain
शहर के शहर बसाते हुए मर जाते हैं





