Sher
ishq ki rahon men aaya hai ik aisa bhi maqam
sirf ik main huun vahan ahl-e-zamin koi nahin

Damodar Thakur Zaki
ishq ki rahon men aaya hai ik aisa bhi maqam
sirf ik main huun vahan ahl-e-zamin koi nahin
ek din naqsh-e-qadam par mire ban ja.egi raah
aaj sahra men to tanha huun kahin koi nahin
ishq ki raahon mein aayaa hai ik aisaa bhi maqaam
sirf ik main huun vahaan ahl-e-zamin koi nahin
ek din naqsh-e-qadam par mire ban jaaegi raah
aaj sahraa mein to tanhaa huun kahin koi nahin
aalam-e-sajda hai meraa ek aalam nuur kaa
आलम-ए-सज्दा है मेरा एक आलम नूर का
nazar ban kar tajalli jalva-gar hai
नज़र बन कर तजल्ली जल्वा-गर है
vo saamne hon aur nazar ko khabar na ho
वो सामने हों और नज़र को ख़बर न हो
buland ziist kaa apni vaqaar ho na sakaa
बुलंद ज़ीस्त का अपनी वक़ार हो न सका
le liyaa vaada un ke aane kaa
ले लिया वा'दा उन के आने का
naqsh-e-qadam mile jo tire chal ke sar se ham
नक़्श-ए-क़दम मिले जो तिरे चल के सर से हम