tumhen hamesha zarurat pakaD ke laati hai
kabhi to aao mire ghar mire havale se

Dr. Yasin Aatir
Dr. Yasin Aatir
Sherशेर
See all 28 →tumhen hamesha zarurat pakaD ke laati hai
तुम्हें हमेशा ज़रूरत पकड़ के लाती है
ai zindagi tu mire hausle ki daad to de
ऐ ज़िंदगी तू मिरे हौसले की दाद तो दे
main andhiy.on se laDa tha is e'timad ke saath
मैं आंधियों से लड़ा था इस ए'तिमाद के साथ
dil ke andar yuun chhupa rakkha hai ik tera khayal
दिल के अंदर यूँ छुपा रक्खा है इक तेरा ख़याल
tamam shahr hi jogi samajh raha hai mujhe
तमाम शहर ही जोगी समझ रहा है मुझे
janch leti hain mohabbat ki nigahen pal men
जाँच लेती हैं मोहब्बत की निगाहें पल में
Popular Sher & Shayari
56 totalai zindagi tu mire hausle ki daad to de
main uTh ke roz naya din gale lagata huun
main andhiy.on se laDa tha is e'timad ke saath
darakht TuuT bhi jaa.e to kaam aata hai
dil ke andar yuun chhupa rakkha hai ik tera khayal
jaise ik biij men poshida shajar rahta hai
tamam shahr hi jogi samajh raha hai mujhe
tumhare dhyan ki maala gale men kya pahni
janch leti hain mohabbat ki nigahen pal men
naap le kar to sweater nahin bunte janan
dil ke andar yuun chhupaa rakkhaa hai ik teraa khayaal
jaise ik biij mein poshida shajar rahtaa hai
ab aa gayaa huun to dil mein utaar lenaa mujhe
bulaa ke paas mujhe raaegaan na kar denaa
main chaahtaa thaa miraa ishq laa-zavaal rahe
so maghfirat ki duaa maangtaa rahaa kal raat
tumhein hamesha zarurat pakaD ke laati hai
kabhi to aao mire ghar mire havaale se
ret ban kar miri muTThi se phisal jaati hai
ab mohabbat bhi sanbhaali nahin jaati mujh se
na jaane kaun si ghurbat hai meri aankhon mein
ki us badan mein khazaane talaash kartaa huun
Ghazalग़ज़ल
koi ho dard musalsal to niind aati hai
कोई हो दर्द मुसलसल तो नींद आती है
an-ginat phuul intikhaab gulaab
अन-गिनत फूल इंतिख़ाब गुलाब
hai kitnaa saliqa tiri guftaar ke andar
है कितना सलीक़ा तिरी गुफ़्तार के अंदर
dil mein achchhaa qayaas pahnaa kar
दिल में अच्छा क़यास पहना कर
tamaam shahr mein yaktaa ye meri zaat na kar
तमाम शहर में यकता ये मेरी ज़ात न कर
koi ho dard-e-musalsal to niind aati hai
कोई हो दर्द-ए-मुसलसल तो नींद आती है





