Sher
hatheliyon men lakiron ka jaal tha kitna
mire nasib men mera zaval tha kitna

Ejaz Obaid
hatheliyon men lakiron ka jaal tha kitna
mire nasib men mera zaval tha kitna
muqayyad ho na jaana zaat ke gumbad men yaaro
kisi rauzan kisi darvaza ko va chhoD dena
sahar hote hi koi ho gaya rukhsat gale mil kar
fasane raat ke kahti rahi TuuTi hui chuDi
sahar hote hi koi ho gayaa rukhsat gale mil kar
fasaane raat ke kahti rahi TuuTi hui chuDi
hatheliyon mein lakiron kaa jaal thaa kitnaa
mire nasib mein meraa zavaal thaa kitnaa
muqayyad ho na jaanaa zaat ke gumbad mein yaaro
kisi rauzan kisi darvaaza ko vaa chhoD denaa
nae safar mein jo pichhle safar ke saathi the
नए सफ़र में जो पिछले सफ़र के साथी थे
thiin ik sukut se zaahir mohabbatein apni
थीं इक सुकूत से ज़ाहिर मोहब्बतें अपनी
dusron ki aankh le kar bhi pashemaani hui
दूसरों की आँख ले कर भी पशेमानी हुई
ham ne aankh se dekhaa kitne suraj nikle Duub gae
हम ने आँख से देखा कितने सूरज निकले डूब गए
koi ho chehra shanaasaa dikhaai detaa hai
कोई हो चेहरा शनासा दिखाई देता है
kis se milne jaao ab kis se mulaaqaatein karo
किस से मिलने जाओ अब किस से मुलाक़ातें करो