tumhari yaad ki shiddat men bahne vaala ashk
zamin men bo diya jaa.e to aankh ug aa.e

Haris Bilal
Haris Bilal
Sherशेर
See all 16 →tumhari yaad ki shiddat men bahne vaala ashk
तुम्हारी याद की शिद्दत में बहने वाला अश्क
achchha tiri nazar men bahut mukhtalif huun main
अच्छा तिरी नज़र में बहुत मुख़्तलिफ़ हूँ मैं
ye rivayat hai kitabon men utare jaa.en
ये रिवायत है किताबों में उतारे जाएँ
vo mujh ko dekhne mere qarib aaya hai
वो मुझ को देखने मेरे क़रीब आया है
main chaah kar bhi use kuchh na de saka 'haris'
मैं चाह कर भी उसे कुछ न दे सका 'हारिस'
kamyabi ki dua.en mujhe dene vaale
कामयाबी की दुआएँ मुझे देने वाले
Popular Sher & Shayari
32 totalachchha tiri nazar men bahut mukhtalif huun main
ya.ani tiri nazar men koi dusra bhi hai
ye rivayat hai kitabon men utare jaa.en
vo jo khushbu ke safar men kahin maare jaa.en
vo mujh ko dekhne mere qarib aaya hai
ye dhund saare mahinon men kyuun nahin paDti
main chaah kar bhi use kuchh na de saka 'haris'
vo bhaav puchh ke meri dukan se lauT gaya
kamyabi ki dua.en mujhe dene vaale
main tire ishq men nakam hua jaata huun
vo mujh ko dekhne mere qarib aayaa hai
ye dhund saare mahinon mein kyuun nahin paDti
main chaah kar bhi use kuchh na de sakaa 'haaris'
vo bhaav puchh ke meri dukaan se lauT gayaa
yaani darvaaza bhi ik ism hai jis ko paDh kar
log divaar ke andar se guzaare jaaein
pahle ki baat aur hai jab dil mein the muqim
ab tum ragon mein dauDte ho khuun ki tarah
kaamyaabi ki duaaein mujhe dene vaale
main tire ishq mein naakaam huaa jaataa huun
tumhaari yaad ki shiddat mein bahne vaalaa ashk
zamin mein bo diyaa jaae to aankh ug aae
Ghazalग़ज़ल
idhar udhar mein nahin koi raabta mujh mein
इधर उधर में नहीं कोई राब्ता मुझ में
kahin divaar-misaal aur kahin dar jaisaa thaa
कहीं दीवार-मिसाल और कहीं दर जैसा था
gire makaan mein dabi kahkashaan sameTtaa hai
गिरे मकाँ में दबी कहकशाँ समेटता है
jo khushbuon se ghalat faaeda uThaataa hai
जो ख़ुशबूओं से ग़लत फ़ाएदा उठाता है
ye dekho mere dil mein bhi khudaa hai main na kahtaa thaa
ये देखो मेरे दिल में भी ख़ुदा है मैं न कहता था
kyaa bataaein tire milne se jo nuqsaan hue
क्या बताएँ तिरे मिलने से जो नुक़्सान हुए





