Sher
"ek muddat se na qasid hai na khat hai na payam apne va.ade ko to kar yaad mujhe yaad na kar"
J
Jalal ManikpuriJalal Manikpuri
"ek muddat se na qasid hai na khat hai na payam apne va.ade ko to kar yaad mujhe yaad na kar"
"aaj tak dil ki aarzu hai vahi phuul murjha gaya hai bu hai vahi"
"kah den tum se kaun hain, kya hain, kahan rahte hain ham be-khudon ko apne jab tum hosh men aane to do"
ek muddat se na qaasid hai na khat hai na payaam
apne vaade ko to kar yaad mujhe yaad na kar
aaj tak dil ki aarzu hai vahi
phuul murjhaa gayaa hai bu hai vahi
kah dein tum se kaun hain, kyaa hain, kahaan rahte hain ham
be-khudon ko apne jab tum hosh mein aane to do