vo aadmi jo kisi par sitam na dekh sake
mujhe vo dekhne vaala dikha.i deta hai

Javed Akhtar Bedi
Javed Akhtar Bedi
poet
3Sher
3Shayari
20Ghazal
Sherशेर
Popular Sher & Shayari
6 totalSher
Sher
'bedi' mariz dil ka huun aur dard ka safir
mar ja.unga na us ne agar dekh-bhal ki
Sher
kuchh yuun fana hua huun mohabbat ki aag men
duniya ko de chala huun kahani malal ki
Shayari
kuchh yuun fanaa huaa huun mohabbat ki aag mein
duniyaa ko de chalaa huun kahaani malaal ki
Shayari
'bedi' mariz dil kaa huun aur dard kaa safir
mar jaaungaa na us ne agar dekh-bhaal ki
Shayari
vo aadmi jo kisi par sitam na dekh sake
mujhe vo dekhne vaalaa dikhaai detaa hai
Ghazalग़ज़ल
ग़ज़ल · Ghazal
vo raushni dimaagh ko denaa khayaal ki
वो रौशनी दिमाग़ को देना ख़याल की
ग़ज़ल · Ghazal
ye apnaa shahr jo hai dasht-e-be-amaan hi to hai
ये अपना शहर जो है दश्त-ए-बे-अमाँ ही तो है
ग़ज़ल · Ghazal
yahi likhaa hai ki ab main na maa-sivaa mein rahun
यही लिखा है कि अब मैं न मा-सिवा में रहूँ
ग़ज़ल · Ghazal
mere zarre ke muqaddar mein hai sahraa honaa
मेरे ज़र्रे के मुक़द्दर में है सहरा होना
ग़ज़ल · Ghazal
nayaa mausam dar aayaa dasht mein barg-o-samar jaage
नया मौसम दर आया दश्त में बर्ग-ओ-समर जागे
ग़ज़ल · Ghazal
tirgi ki shiddat ko subh kaa sitaaraa likh
तीरगी की शिद्दत को सुब्ह का सितारा लिख





