ham bhi kaise ek hi shakhs ke ho kar rah jaa.en
vo bhi sirf hamara kaise ho sakta hai

Jawad Sheikh
Jawad Sheikh
Sherशेर
See all 17 →ham bhi kaise ek hi shakhs ke ho kar rah jaa.en
हम भी कैसे एक ही शख़्स के हो कर रह जाएँ
lag raha hai ye narm lahje se
लग रहा है ये नर्म लहजे से
kaise kisi ki yaad hamen zinda rakhti hai
कैसे किसी की याद हमें ज़िंदा रखती है??
apni ta.id pe khud aql bhi hairan hui
अपनी ताईद पे ख़ुद अक़्ल भी हैरान हुई
kar kuchh aisa ki tujhe yaad rakhun
कर कुछ ऐसा कि तुझे याद रखूँ
TuTne par koi aa.e to phir aisa TuuTe
टूटने पर कोई आए तो फिर ऐसा टूटे
Popular Sher & Shayari
34 totallag raha hai ye narm lahje se
phir tujhe koi mas.ala hua hai
kaise kisi ki yaad hamen zinda rakhti hai
ek khayal sahara kaise ho sakta hai
apni ta.id pe khud aql bhi hairan hui
dil ne aise mire khvabon ki himayat ki hai
kar kuchh aisa ki tujhe yaad rakhun
bhuul jaane ka taqaza hi sahi
TuTne par koi aa.e to phir aisa TuuTe
ki jise dekh ke har dekhne vaala TuuTe
apni taaid pe khud aql bhi hairaan hui
dil ne aise mire khvaabon ki himaayat ki hai
kar kuchh aisaa ki tujhe yaad rakhun
bhuul jaane kaa taqaazaa hi sahi
main is khayaal se jaate hue use na milaa
ki rok lein na kahin saamne khaDe aansu
apne saamaan ko baandhe hue is soch mein huun
jo kahin ke nahin rahte vo kahaan jaate hain
kyaa hai jo ho gayaa huun main thoDaa bahut kharaab
thoDaa bahut kharaab to honaa bhi chaahiye
kaise kisi ki yaad hamein zinda rakhti hai
ek khayaal sahaaraa kaise ho saktaa hai
Ghazalग़ज़ल
ye gham to hai so hai ki gharib-ud-dayaar huun
ये ग़म तो है सो है कि ग़रीब-उद-दयार हूँ
hijr ki raah kisi ke liye aasaan nahin
हिज्र की राह किसी के लिए आसान नहीं
hotaa hai miTne hi ke liye har lagaa huaa
होता है मिटने ही के लिए हर लगा हुआ
vo mire saath na chal paaegaa
वो मिरे साथ न चल पाएगा
bas ik nigaah mein qissa tamaam hotaa hai
बस इक निगाह में क़िस्सा तमाम होता है
sanbhal nahin gai hazrat durust ho gai hai
सँभल नहीं गई हज़रत दुरुस्त हो गई है





