vatan ki sar-zamin se ishq-o-ulfat ham bhi rakhte hain
khaTakti jo rahe dil men vo hasrat ham bhi rakhte hain

Josh Malsiani
Josh Malsiani
Sherशेर
See all 24 →vatan ki sar-zamin se ishq-o-ulfat ham bhi rakhte hain
वतन की सर-ज़मीं से इश्क़-ओ-उल्फ़त हम भी रखते हैं
aur hote hain jo mahfil men khamosh aate hain
और होते हैं जो महफ़िल में ख़मोश आते हैं
aane vaali hai kya bala sar par
आने वाली है क्या बला सर पर
arizon par ye Dhalakte hue aansu tauba
आरिज़ों पर ये ढलकते हुए आँसू तौबा
ya rahen is men apne ghar ki tarah
या रहें इस में अपने घर की तरह
kis tarah duur hon alam-e-gharib-ul-vatani
किस तरह दूर हों आलाम-ए-ग़रीब-उल-वतनी
Popular Sher & Shayari
48 totalaur hote hain jo mahfil men khamosh aate hain
andhiyan aati hain jab hazrat-e-'josh' aate hain
aane vaali hai kya bala sar par
aaj phir dil men dard hai kam kam
arizon par ye Dhalakte hue aansu tauba
ham ne sho.alon pe machalti hui shabnam dekhi
ya rahen is men apne ghar ki tarah
ya mire dil men aap ghar na karen
kis tarah duur hon alam-e-gharib-ul-vatani
zindagi khud bhi gharib-ul-vatani hoti hai
jis ko tum bhuul ga.e yaad kare kaun us ko
jis ko tum yaad ho vo aur kise yaad kare
taalib-e-khair na honge kabhi insaan se ham
naam us kaa hai bashar us mein hai shar do-baTaa-tin
yaa rahein is mein apne ghar ki tarah
yaa mire dil mein aap ghar na karein
aane vaali hai kyaa balaa sar par
aaj phir dil mein dard hai kam kam
pi loge to ai shaikh zaraa garm rahoge
ThanDaa hi na kar dein kahin jannat ki havaaein
vatan ki sar-zamin se ishq-o-ulfat ham bhi rakhte hain
khaTakti jo rahe dil mein vo hasrat ham bhi rakhte hain
Ghazalग़ज़ल
naala-e-jaan-gudaaz ne maaraa
नाला-ए-जाँ-गुदाज़ ने मारा
daagh dil chamkaa to gham paidaa huaa
दाग़ दिल चमका तो ग़म पैदा हुआ
havaadis par na ai naadaan nazar kar
हवादिस पर न ऐ नादाँ नज़र कर
banda-e-mohr-ba-lab huun main sanaa-khvaan teraa
बंदा-ए-मोहर-ब-लब हूँ मैं सना-ख़्वाँ तेरा
bahs mein donon ko lutf aataa rahaa
बहस में दोनों को लुत्फ़ आता रहा
rahaa pesh-e-nazar hasrat kaa baab avval se aakhir tak
रहा पेश-ए-नज़र हसरत का बाब अव्वल से आख़िर तक





