Sher
dil toDne vaale ko khabar ho ki abhi main
sar-ta-ba-qadam ik dil-e-bimar nahin huun

Khalid Khwaja
dil toDne vaale ko khabar ho ki abhi main
sar-ta-ba-qadam ik dil-e-bimar nahin huun
jhuuT honTon pe bila-khauf-o-khatar aaya hai
muddaton shahr men rah kar ye hunar aaya hai
dil toDne vaale ko khabar ho ki abhi main
sar-taa-ba-qadam ik dil-e-bimaar nahin huun
jhuuT honTon pe bilaa-khauf-o-khatar aayaa hai
muddaton shahr mein rah kar ye hunar aayaa hai
jidhar bhi jaaun yahi silsila nikaltaa hai
जिधर भी जाऊँ यही सिलसिला निकलता है
ungliyaan apne lahu mein jo Dubo lijegaa
उँगलियाँ अपने लहू में जो डुबो लीजेगा
vaaiz-e-shahr ke atvaar badalne se rahaa
वाइज़-ए-शहर के अतवार बदलने से रहा
kahin bhi jaa nahin saktaa huun ghar mein rahtaa huun
कहीं भी जा नहीं सकता हूँ घर में रहता हूँ
Dar saa lagtaa hai mujhe ab kucha-o-baazaar se
डर सा लगता है मुझे अब कूचा-ओ-बाज़ार से
jhuuT honTon pe bilaa-khauf-o-khatar aayaa hai
झूट होंटों पे बिला-ख़ौफ़-ओ--ख़तर आया है