jaise an-dekhe ujale ki koi divar ho
band ho jaata hai kuchh duuri pe har ik rasta

Krishn Bihari Noor
Krishn Bihari Noor
Sherशेर
See all 22 →jaise an-dekhe ujale ki koi divar ho
जैसे अन-देखे उजाले की कोई दीवार हो
mausam hain do hi ishq ke surat koi bhi ho
मौसम हैं दो ही इश्क़ के सूरत कोई भी हो
muddat ke baa'd 'nur' hansi lab pe aa.i hai
मुद्दत के बा'द 'नूर' हँसी लब पे आई है
main to ghazal suna ke akela khaDa raha
मैं तो ग़ज़ल सुना के अकेला खड़ा रहा
aa.ina ye to batata hai ki main kya huun magar
आइना ये तो बताता है कि मैं क्या हूँ मगर
kyuun a.ina kahen use patthar na kyuun kahen
क्यूँ आईना कहें उसे पत्थर न क्यूँ कहें
Popular Sher & Shayari
44 totalmausam hain do hi ishq ke surat koi bhi ho
hain us ke paas aa.ine hijr-o-visal ke
muddat ke baa'd 'nur' hansi lab pe aa.i hai
vo apna ham-khayal bana le gaya mujhe
main to ghazal suna ke akela khaDa raha
sab apne apne chahne valon men kho ga.e
aa.ina ye to batata hai ki main kya huun magar
aa.ina is pe hai khamosh ki kya hai mujh men
kyuun a.ina kahen use patthar na kyuun kahen
jis a.ine men aks na us ka dikha.i de
sach ghaTe yaa baDhe to sach na rahe
jhuuT ki koi intihaa hi nahin
itne hisson mein baT gayaa huun main
mere hisse mein kuchh bachaa hi nahin
jitne mausam hain sabhi jaise kahin mil jaaein
in dinon kaise bataaun jo fazaa hai mujh mein
mausam hain do hi ishq ke surat koi bhi ho
hain us ke paas aaine hijr-o-visaal ke
ho vaapsi agar to inhein raaston se ho
jin raaston se pyaar tiraa le gayaa mujhe
main jis ke haath mein ik phuul de ke aayaa thaa
usi ke haath kaa patthar miri talaash mein hai
Ghazalग़ज़ल
lafzon ke ye nagine to nikle kamaal ke
लफ़्ज़ों के ये नगीने तो निकले कमाल के
us ki dhun mein har taraf bhaagaa kiyaa dauDaa kiyaa
उस की धुन में हर तरफ़ भागा किया दौड़ा किया
kisi se raaz-e-mohabbat na aashkaar kiyaa
किसी से राज़-ए-मोहब्बत न आश्कार किया
kabhi junun to kabhi aagahi ki qaid mein huun
कभी जुनूँ तो कभी आगही की क़ैद में हूँ
ho ke bechain main bhaagaa kiyaa aahu ki tarah
हो के बेचैन मैं भागा किया आहू की तरह
ruk gayaa aankh se bahtaa huaa dariyaa kaise
रुक गया आँख से बहता हुआ दरिया कैसे





