oDh liya hai main ne libada shishe ka
ab mujh ko kisi patthar se Takrane do

Kumar Pashi
Kumar Pashi
Sherशेर
See all 15 →oDh liya hai main ne libada shishe ka
ओढ़ लिया है मैं ने लिबादा शीशे का
koi to DhunD ke mujh ko kahin se le aa.e
कोई तो ढूँड के मुझ को कहीं से ले आए
teri yaad ka har manzar pas-manzar likhta rahta huun
तेरी याद का हर मंज़र पस-मंज़र लिखता रहता हूँ
kabhi dikha de vo manzar jo main ne dekhe nahin
कभी दिखा दे वो मंज़र जो मैं ने देखे नहीं
kyuun logon se mehr-o-vafa ki aas laga.e baiThe ho
क्यूँ लोगों से मेहर-ओ-वफ़ा की आस लगाए बैठे हो
kuchh ghazlen un zulfon par hain kuchh ghazlen un ankhon par
कुछ ग़ज़लें उन ज़ुल्फ़ों पर हैं कुछ ग़ज़लें उन आँखों पर
Popular Sher & Shayari
30 totalkoi to DhunD ke mujh ko kahin se le aa.e
ki khud ko dekha nahin hai bahut zamanon se
teri yaad ka har manzar pas-manzar likhta rahta huun
dil ko varaq banata huun aur shab bhar likhta rahta huun
kabhi dikha de vo manzar jo main ne dekhe nahin
kabhi to niind men ai khvab ke farishte aa
kyuun logon se mehr-o-vafa ki aas laga.e baiThe ho
jhuuT ke is makruh nagar men logon ka kirdar kahan
kuchh ghazlen un zulfon par hain kuchh ghazlen un ankhon par
jaane vaale dost ki ab ik yahi nishani baaqi hai
koi to DhunD ke mujh ko kahin se le aae
ki khud ko dekhaa nahin hai bahut zamaanon se
hain saare inkishaaf apne hain saare mumkinaat apne
ham is duniyaa kaa saaraa ilm le jaaeinge saath apne
kuchh ghazlein un zulfon par hain kuchh ghazlein un aankhon par
jaane vaale dost ki ab ik yahi nishaani baaqi hai
oDh liyaa hai main ne libaadaa shishe kaa
ab mujh ko kisi patthar se Takraane do
teri yaad kaa har manzar pas-manzar likhtaa rahtaa huun
dil ko varaq banaataa huun aur shab bhar likhtaa rahtaa huun
din chaDh aayaa kyon nahin aae jaaein un se puchh aaein
lekin un ke paas to ai dil koi bahaana hogaa hi
Ghazalग़ज़ल
ek kahaani khatm hui hai ek kahaani baaqi hai
एक कहानी ख़त्म हुई है एक कहानी बाक़ी है
apni to taqdir mein shab-bhar khaak uDaanaa hogaa hi
अपनी तो तक़दीर में शब-भर ख़ाक उड़ाना होगा ही
havaa ke rang mein duniyaa pe aashkaar huaa
हवा के रंग में दुनिया पे आश्कार हुआ
tiri shikast hai zaahir tiraa zavaal aTal
तिरी शिकस्त है ज़ाहिर तिरा ज़वाल अटल
miThi dhun mein gaa ke hamein bulaataa hai is mandir mein
मीठी धुन में गा के हमें बुलाता है इस मंदिर में
duur kisi ko yaad aataa huun raat mujhe paagal karti hai
दूर किसी को याद आता हूँ रात मुझे पागल करती है





