Sher
dil aur sham.a donon barabar hain sokhta
uThta hai kis jagah se dhuan dekhte raho

Mahboob Azmi
dil aur sham.a donon barabar hain sokhta
uThta hai kis jagah se dhuan dekhte raho
mauquf hai kyuun hashr pe insaf hamara
qissa jo yahan ka hai to phir tai bhi yahin ho
mauquf hai kyuun hashr pe insaaf hamaaraa
qissa jo yahaan kaa hai to phir tai bhi yahin ho
dil aur shama donon baraabar hain sokhta
uThtaa hai kis jagah se dhuaan dekhte raho