Sher
raa.e kya qaa.em karenge ajnabi us shahr men
rasta batla.e jahan par ek andha aadmi

Mahmood Ahmad Hashmi
raa.e kya qaa.em karenge ajnabi us shahr men
राय क्या क़ाएम करेंगे अजनबी उस शहर में
1 views
ishq vo giit jo umron ki riyazat mange
इश्क़ वो गीत जो उम्रों की रियाज़त माँगे
raat ko ashk diye khuun diya aahen diin
रात को अश्क दिए ख़ून दिया आहें दीं
beTiyan sab ke muqaddar men kahan hoti hain
बेटियाँ सब के मुक़द्दर में कहाँ होती हैं
ik tira hijr jo balon men safedi laaya
इक तिरा हिज्र जो बालों में सफ़ेदी लाया
ism-e-azam bhi mire saath safar karta hai
इस्म-ए-आज़म भी मिरे साथ सफ़र करता है
raa.e kya qaa.em karenge ajnabi us shahr men
rasta batla.e jahan par ek andha aadmi
ishq vo giit jo umron ki riyazat mange
kaun is giit ko asani se ga sakta hai
raat ko ashk diye khuun diya aahen diin
phir kahin ja ke ye 'mahmud' ujale hue hain
beTiyan sab ke muqaddar men kahan hoti hain
ghar khuda ko jo pasand aa.e vahan hoti hain
ik tira hijr jo balon men safedi laaya
ik tira shauq jo siine men javan rahta hai
ism-e-azam bhi mire saath safar karta hai
meri kashti men jo baiThega amaan pa.ega
zulm bhi sharmaa rahaa hai adl ki mizaan se
kuud jaanaa chaahiye minaar-e-paakistaan se
aisaa kahaan ye zaaiqa gandum ke paas hai
roTi mein maan ke haath ki shaamil miThaas hai
miri vafaa mein kami hai to mujh se baat kare
use kaho ki vo aae muzaakaraat kare
raae kyaa qaaem kareinge ajnabi us shahr mein
rasta batlaae jahaan par ek andhaa aadmi
pahle soyaa kartaa thaa 'mahmud' lambi taan kar
phir shuur aataa gayaa aur ratjage baDhte gae
miri tarah se shajar bhi hain baaghiyaana mizaaj
jahaan se kaaTe gae the vahin se ug aae