kah do 'mir'-o-'ghalib' se ham bhi sher kahte hain
vo sadi tumhari thi ye sadi hamari hai

Manzar Bhopali
Manzar Bhopali
Sherशेर
See all 19 →kah do 'mir'-o-'ghalib' se ham bhi sher kahte hain
कह दो 'मीर'-ओ-'ग़ालिब' से हम भी शे'र कहते हैं
baap bojh Dhota tha kya jahez de paata
बाप बोझ ढोता था क्या जहेज़ दे पाता
aap hi ki hai adalat aap hi munsif bhi hain
आप ही की है अदालत आप ही मुंसिफ़ भी हैं
andhiyan zor dikha.en bhi to kya hota hai
आँधियाँ ज़ोर दिखाएँ भी तो क्या होता है
khud ko poshida na rakkho band kaliyon ki tarah
ख़ुद को पोशीदा न रक्खो बंद कलियों की तरह
ye kirdaron ke gande aa.ine apne hi ghar rakhiye
ये किरदारों के गंदे आइने अपने ही घर रखिए
Popular Sher & Shayari
38 totalbaap bojh Dhota tha kya jahez de paata
is liye vo shahzadi aaj tak kunvari hai
aap hi ki hai adalat aap hi munsif bhi hain
ye to kahiye aap ke aib-o-hunar dekhega kaun
andhiyan zor dikha.en bhi to kya hota hai
gul khilane ka hunar bad-e-saba janti hai
khud ko poshida na rakkho band kaliyon ki tarah
phuul kahte hain tumhen sab log to mahka karo
ye kirdaron ke gande aa.ine apne hi ghar rakhiye
yahan par kaun kitna parsa hai ham samajhte hain
ik makaan aur bulandi pe banaane na diyaa
ham ko parvaaz kaa mauqaa hi havaa ne na diyaa
aankh bhar aai kisi se jo mulaaqaat hui
khushk mausam thaa magar TuuT ke barsaat hui
aap hi ki hai adaalat aap hi munsif bhi hain
ye to kahiye aap ke aib-o-hunar dekhegaa kaun
baap bojh Dhotaa thaa kyaa jahez de paataa
is liye vo shahzaadi aaj tak kunvaari hai
kah do 'mir'-o-'ghaalib' se ham bhi sher kahte hain
vo sadi tumhaari thi ye sadi hamaari hai
unhin pe saare masaaib kaa bojh rakkhaa hai
jo tere shahr mein imaan le ke aae hain
Ghazalग़ज़ल
sadaa deti hai khush-bu chaand taare bol paDte hain
सदा देती है ख़ुशबू चाँद तारे बोल पड़ते हैं
is ko pahli baar khat likkhaa to dil dhaDkaa bahut
इस को पहली बार ख़त लिक्खा तो दिल धड़का बहुत
gulshan se khushbuon mein aae hain ham nahaa ke
गुलशन से ख़ुशबुओं में आए हैं हम नहा के
suntaa huun ki meri basti se vo shakhs guzarne vaalaa hai
सुनता हूँ कि मेरी बस्ती से वो शख़्स गुज़रने वाला है
kahaa ye us ne ki mausam suhaane aaeinge
कहा ये उस ने कि मौसम सुहाने आएँगे
aankh bhar aai kisi se jo mulaaqaat hui
आँख भर आई किसी से जो मुलाक़ात हुई





