Sher
jiina mushkil to bahut hai tiri is duniya men
lekin is khvab ko marna bhi nahin chahiye hai

Maqsood Wafa
jiina mushkil to bahut hai tiri is duniya men
lekin is khvab ko marna bhi nahin chahiye hai
mujh ko takhrib bhi nahin aa.i
toDta kuchh huun TuTta kuchh hai
jiinaa mushkil to bahut hai tiri is duniyaa mein
lekin is khvaab ko marnaa bhi nahin chaahiye hai
mujh ko takhrib bhi nahin aai
toDtaa kuchh huun TuTtaa kuchh hai
aisi vahshat pe main qurbaan bhi ho saktaa huun
ऐसी वहशत पे मैं क़ुर्बान भी हो सकता हूँ
tujh se ab dard kaa rishta bhi nahin chaahiye hai
तुझ से अब दर्द का रिश्ता भी नहीं चाहिए है
tumhaare hijr kaa anjaam khubsurat hai
तुम्हारे हिज्र का अंजाम ख़ूबसूरत है
khaam hone ke intizaar mein huun
ख़ाम होने के इंतिज़ार में हूँ
khaali siine mein dhaDakte hue aavaaze se
ख़ाली सीने में धड़कते हुए आवाज़े से
jo sair-e-anjum-o-khurshid kaa iraada kiyaa
जो सैर-ए-अंजुम-ओ-ख़ुर्शीद का इरादा किया