har qadam ko soch kar rakhiyega ab
hadisa hai raah men chalta hua

Maryam Gazala
Maryam Gazala
Sherशेर
har qadam ko soch kar rakhiyega ab
हर क़दम को सोच कर रखिएगा अब
ham to samjhe the hamen pahchanta koi nahin
हम तो समझे थे हमें पहचानता कोई नहीं
jhiil ke Thahre hue paani men patthar phenk kar
झील के ठहरे हुए पानी में पत्थर फेंक कर
jab bhi main ne khol kar dekhi hai yadon ki kitab
जब भी मैं ने खोल कर देखी है यादों की किताब
kal na jaane shahr men kis baat ka jalsa hua
कल न जाने शहर में किस बात का जल्सा हुआ
dar-o-divar pe parchha.iyan aati thiin nazar
दर-ओ-दीवार पे परछाइयाँ आती थीं नज़र
Popular Sher & Shayari
12 totalham to samjhe the hamen pahchanta koi nahin
apni barbadi to ghar ghar ki kahani ho ga.i
jhiil ke Thahre hue paani men patthar phenk kar
da.era uThti hui lahron ka ham dekha kiye
jab bhi main ne khol kar dekhi hai yadon ki kitab
yunhi safhon par taDapte mil ga.e kuchh vaqi.at
kal na jaane shahr men kis baat ka jalsa hua
aaj saare shahr ka naqsha hai kuchh badla hua
dar-o-divar pe parchha.iyan aati thiin nazar
baat karne ko bhi tarsi huun sahar hone tak
har qadam ko soch kar rakhiyegaa ab
haadisa hai raah mein chaltaa huaa
dar-o-divaar pe parchhaaiyaan aati thiin nazar
baat karne ko bhi tarsi huun sahar hone tak
ham to samjhe the hamein pahchaantaa koi nahin
apni barbaadi to ghar ghar ki kahaani ho gai
jhiil ke Thahre hue paani mein patthar pheink kar
daaera uThti hui lahron kaa ham dekhaa kiye
jab bhi main ne khol kar dekhi hai yaadon ki kitaab
yunhi safhon par taDapte mil gae kuchh vaaqiaat
kal na jaane shahr mein kis baat kaa jalsa huaa
aaj saare shahr kaa naqsha hai kuchh badlaa huaa
Ghazalग़ज़ल
der tak ham ek saayaa raah par dekhaa kiye
देर तक हम एक साया राह पर देखा किए
kutar gayaa hai miri umr ki kitaab koi
कुतर गया है मिरी उम्र की किताब कोई
vaqt hai kyuun is qadar Thahraa huaa
वक़्त है क्यूँ इस क़दर ठहरा हुआ
naav tanhaa hai aur bhanvar tanhaa
नाव तन्हा है और भँवर तन्हा





