chura ke muTThi men dil ko chhupa.e baiThe hain
bahana ye hai ki mehndi laga.e baiThe hain

Meer Mehdi Majrooh
Meer Mehdi Majrooh
Sherशेर
See all 37 →chura ke muTThi men dil ko chhupa.e baiThe hain
चुरा के मुट्ठी में दिल को छुपाए बैठे हैं
kuchh arz-e-tamanna men shikva na sitam ka tha
कुछ अर्ज़-ए-तमन्ना में शिकवा न सितम का था
jaan insan ki lene valon men
जान इंसाँ की लेने वालों में
kya hamari namaz kya roza
क्या हमारी नमाज़ क्या रोज़ा
ghairon ko bhala samjhe aur mujh ko bura jaana
ग़ैरों को भला समझे और मुझ को बुरा जाना
aa hi kuuda tha dair men vaa.iz
आ ही कूदा था दैर में वाइ'ज़
Popular Sher & Shayari
74 totalkuchh arz-e-tamanna men shikva na sitam ka tha
main ne to kaha kya tha aur aap ne kya jaana
jaan insan ki lene valon men
ek hai maut dusra hai ishq
kya hamari namaz kya roza
bakhsh dene ke sau bahane hain
ghairon ko bhala samjhe aur mujh ko bura jaana
samjhe bhi to kya samjhe jaana bhi to kya jaana
aa hi kuuda tha dair men vaa.iz
ham ne Taala khuda khuda kar ke
kisi se ishq apnaa kyaa chhupaaein
mohabbat Tapki paDti hai nazar se
kyuun paas mire aa kar yuun baiThe ho munh phere
kyaa lab tire misri hain main jin ko chabaa jaataa
apni kashti kaa hai khudaa haafiz
pichhe tufaan hai saamne girdaab
shaghl-e-ulfat ko jo ahbaab buraa kahte hain
kuchh samajh mein nahin aataa ki ye kyaa kahte hain
ye kyaa ki hamin marte rahein lutf to jab hai
taasir-e-mohabbat jo idhar ho to udhar bhi
sahal ho garche adu ko magar us kaa milnaa
itnaa main khuub samajhtaa huun ki aasaan to nahin
Ghazalग़ज़ल
na vo naalon ki shorish hai na ghul hai aah-o-zaari kaa
न वो नालों की शोरिश है न ग़ुल है आह-ओ-ज़ारी का
vo kahaan jalva-e-jaan-bakhsh butaan-e-dehli
वो कहाँ जलवा-ए-जाँ-बख़्श बुतान-ए-देहली
sar ko tan se mire judaa kiije
सर को तन से मिरे जुदा कीजे
harf tum apni nazaakat pe na laanaa hargiz
हर्फ़ तुम अपनी नज़ाकत पे न लाना हरगिज़
mere dil mein to har zamaan ho tum
मेरे दिल में तो हर ज़माँ हो तुम
asar aah kaa gar dikhaaeinge ham
असर आह का गर दिखाएँगे हम





