"raushan hai darakhshan hai har ashk gharibon ka bas in ki badaulat hi har ghar men divali hai"

Mehr Zarreen
Mehr Zarreen
Sherशेर
See all 7 →raushan hai darakhshan hai har ashk gharibon ka
रौशन है दरख़्शाँ है हर अश्क ग़रीबों का
maqam-e-admi kuchh kam nahin hai
मक़ाम-ए-आदमी कुछ कम नहीं है
dil men miri vahshat ne par jitne nikale the
दिल में मिरी वहशत ने पर जितने निकाले थे
fana ke hosh fana hain hamari vahshat se
फ़ना के होश फ़ना हैं हमारी वहशत से
basti men bhi kuchh aise andhere hain jahan par
बस्ती में भी कुछ ऐसे अंधेरे हैं जहाँ पर
ye arsh se aana to aghaz-e-mohabbat tha
ये अर्श से आना तो आग़ाज़-ए-मोहब्बत था
Popular Sher & Shayari
14 total"maqam-e-admi kuchh kam nahin hai farishton se to kam aadam nahin hai"
"dil men miri vahshat ne par jitne nikale the main ne unhen bal de kar zanjir bana.i hai"
"fana ke hosh fana hain hamari vahshat se vo honge aur ki jin par fana ka zor chale"
"basti men bhi kuchh aise andhere hain jahan par jhulse hue jismon ka shabistan hain saDken"
"ye arsh se aana to aghaz-e-mohabbat tha ab farsh pe aa.e hain anjam se khelenge"
fanaa ke hosh fanaa hain hamaari vahshat se
vo honge aur ki jin par fanaa kaa zor chale
dil mein miri vahshat ne par jitne nikaale the
main ne unhein bal de kar zanjir banaai hai
basti mein bhi kuchh aise andhere hain jahaan par
jhulse hue jismon kaa shabistaan hain saDkein
maqaam-e-aadmi kuchh kam nahin hai
farishton se to kam aadam nahin hai
raushan hai darakhshaan hai har ashk gharibon kaa
bas in ki badaulat hi har ghar mein divaali hai
aap jo chashm-tar ho gae
saare gham mo'atabar ho gae
Ghazalग़ज़ल
fikr kiije to zamin-o-aasmaan ki kijiye
फ़िक्र कीजे तो ज़मीन-ओ-आसमाँ की कीजिए
kuchh ishq-e-butaan kuchh fikr-e-jahaan dil yaas kaa maaraa kyaa kahiye
कुछ इश्क़-ए-बुताँ कुछ फ़िक्र-ए-जहाँ दिल यास का मारा क्या कहिए
kuchh is tarah khaamosh hain sunsaan hain saDkein
कुछ इस तरह ख़ामोश हैं सुनसान हैं सड़कें
pasti se bulandi par khinchaa hai sitaaron ne
पस्ती से बुलंदी पर खींचा है सितारों ने
haalaat sanvarne mein zaraa der lagegi
हालात सँवरने में ज़रा देर लगेगी
maqaam-e-aadmi kuchh kam nahin hai
मक़ाम-ए-आदमी कुछ कम नहीं है





