tu bahut khush nazar aata hai mujhe itna bata
mujh se pahle bhi koi shakhs yahan aaya tha

Mohammad Mazhar Niyazi
Mohammad Mazhar Niyazi
Sherशेर
See all 12 →tu bahut khush nazar aata hai mujhe itna bata
तू बहुत ख़ुश नज़र आता है मुझे इतना बता
shahr chhoTa hai magar dil hai kushada itna
शहर छोटा है मगर दिल है कुशादा इतना
nuur se duur siyah-rat men zinda rahna
नूर से दूर सियह-रात में ज़िंदा रहना
vo jab chehra dusri janib kar leta hai
वो जब चेहरा दूसरी जानिब कर लेता है
ghar se niklun to khilaune bhi uTha leta huun
घर से निकलूँ तो खिलौने भी उठा लेता हूँ
ye kamra band hai charon taraf se
ये कमरा बंद है चारों तरफ़ से
Popular Sher & Shayari
24 totalshahr chhoTa hai magar dil hai kushada itna
ham baDe shahr men hote to samundar hote
nuur se duur siyah-rat men zinda rahna
kitna mushkil hai mazafat men zinda rahna
vo jab chehra dusri janib kar leta hai
main apni tasvir men aadha rah jaata huun
ghar se niklun to khilaune bhi uTha leta huun
mujh se rote hue bachche nahin dekhe jaate
ye kamra band hai charon taraf se
udasi kis taraf se aa rahi hai
tu bahut khush nazar aataa hai mujhe itnaa bataa
mujh se pahle bhi koi shakhs yahaan aayaa thaa
main na miltaa agar masaafat ko
raaste ki thakan kahaan jaati
hazaaron aankhein mujhe be-zabaan samajhti hain
jo dekhtaa hai main us ko sunaai detaa huun
nuur se duur siyah-raat mein zinda rahnaa
kitnaa mushkil hai mazaafaat mein zinda rahnaa
ye kamra band hai chaaron taraf se
udaasi kis taraf se aa rahi hai
shahr chhoTaa hai magar dil hai kushaada itnaa
ham baDe shahr mein hote to samundar hote
Ghazalग़ज़ल
zikr-e-talvaar hone lagtaa hai
ज़िक्र-ए-तलवार होने लगता है
dosti diip se baDhaa li hai
दोस्ती दीप से बढ़ा ली है
bach nikalne ki raah DhunDte hain
बच निकलने की राह ढूँडते हैं
javaab saare savaaliya kar ke aa rahaa huun
जवाब सारे सवालिया कर के आ रहा हूँ
dasht-e-be-kaar se nikal aayaa
दश्त-ए-बे-कार से निकल आया
miTTi ke insaan banaayaa kartaa thaa
मिट्टी के इंसान बनाया करता था





