"qubul un ki dua.en zarur hoti hain ragon men apni lahu jo halal rakhte hain"

Mukhlis Musavviri
Mukhlis Musavviri
Sherशेर
qubul un ki dua.en zarur hoti hain
क़ुबूल उन की दुआएँ ज़रूर होती हैं
main ne maana ki bahut aap hasin hain lekin
मैं ने माना कि बहुत आप हसीं हैं लेकिन
mere dil men miri ankhon men nazar men rahiye
मेरे दिल में मिरी आँखों में नज़र में रहिए
raat men tiir andhe chalane lage
रात में तीर अंधे चलाने लगे
Digriyan-yafta hazaron hain
डिग्रियाँ-याफ़ता हज़ारों हैं
Popular Sher & Shayari
10 total"main ne maana ki bahut aap hasin hain lekin aap ka dil bhi hasin ho ye zaruri to nahin"
"mere dil men miri ankhon men nazar men rahiye kam se kam aap kisi ek to ghar men rahiye"
"raat men tiir andhe chalane lage aur nishane pe un ke nishane lage"
"Digriyan-yafta hazaron hain hain haqiqat men pass ginti ke"
qubul un ki duaaein zarur hoti hain
ragon mein apni lahu jo halaal rakhte hain
mere dil mein miri aankhon mein nazar mein rahiye
kam se kam aap kisi ek to ghar mein rahiye
main ne maanaa ki bahut aap hasin hain lekin
aap kaa dil bhi hasin ho ye zaruri to nahin
raat mein tiir andhe chalaane lage
aur nishaane pe un ke nishaane lage
Digriyaan-yaafta hazaaron hain
hain haqiqat mein pass ginti ke
Ghazalग़ज़ल
tu paaedaar aalam-e-naa-paaedaar mein
तू पाएदार आलम-ए-ना-पाएदार में
tirgi raushni se sharminda
तीरगी रौशनी से शर्मिंदा
hai kaun jo bataae tumhaaraa hai ghar kahaan
है कौन जो बताए तुम्हारा है घर कहाँ
jab talak gham javaan nahin hotaa
जब तलक ग़म जवाँ नहीं होता
bijliyon ko paalaa hai main ne ik zamaane se
बिजलियों को पाला है मैं ने इक ज़माने से
gosha-e-gul hi nahin baagh thaa maskan apnaa
गोशा-ए-गुल ही नहीं बाग़ था मस्कन अपना





