kis ne vafa ke naam pe dhoka diya mujhe
kis se kahun ki mera gunahgar kaun hai

Najeeb Ahmad
Najeeb Ahmad
Sherशेर
See all 15 →kis ne vafa ke naam pe dhoka diya mujhe
किस ने वफ़ा के नाम पे धोका दिया मुझे
maut se ziist ki takmil nahin ho sakti
मौत से ज़ीस्त की तकमील नहीं हो सकती
phir yuun hua ki mujh pe hi divar gir paDi
फिर यूँ हुआ कि मुझ पे ही दीवार गिर पड़ी
zindagi bhar ki kama.i ye ta'alluq hi to hai
ज़िंदगी भर की कमाई ये तअल्लुक़ ही तो है
zamin pe paanv zara ehtiyat se dharna
ज़मीं पे पाँव ज़रा एहतियात से धरना
ham to samjhe the ki charon dar muqaffal ho chuke
हम तो समझे थे कि चारों दर मुक़फ़्फ़ल हो चुके
Popular Sher & Shayari
30 totalmaut se ziist ki takmil nahin ho sakti
raushni khaak men tahlil nahin ho sakti
phir yuun hua ki mujh pe hi divar gir paDi
lekin na khul saka pas-e-divar kaun hai
zindagi bhar ki kama.i ye ta'alluq hi to hai
kuchh bache ya na bache is ko bacha rakhte hain
zamin pe paanv zara ehtiyat se dharna
ukhaD ga.e to qadam phir kahan sambhalte hain
ham to samjhe the ki charon dar muqaffal ho chuke
kya khabar thi ek darvaza khula rah ja.ega
khema-e-jaan ki tanaabon ko ukhaD jaanaa thaa
ham se ik roz tiraa gham bhi bichhaD jaanaa thaa
kis ne vafaa ke naam pe dhokaa diyaa mujhe
kis se kahun ki meraa gunahgaar kaun hai
maut se ziist ki takmil nahin ho sakti
raushni khaak mein tahlil nahin ho sakti
phir yuun huaa ki mujh pe hi divaar gir paDi
lekin na khul sakaa pas-e-divaar kaun hai
ik tiri yaad gale aise paDi hai ki 'najib'
aaj kaa kaam bhi ham kal pe uThaa rakhte hain
zamin pe paanv zaraa ehtiyaat se dharnaa
ukhaD gae to qadam phir kahaan sambhalte hain
Ghazalग़ज़ल
shab ke khilaaf barsar-e-paikaar kab hue
शब के ख़िलाफ़ बरसर-ए-पैकार कब हुए
ik vahm ki surat sar-e-divaar-e-yaqin hain
इक वहम की सूरत सर-ए-दीवार-ए-यक़ीं हैं
shab bhali thi na din buraa thaa koi
शब भली थी न दिन बुरा था कोई
ai mah-e-hijr kyaa kahein kaisi thakan safar mein thi
ऐ मह-ए-हिज्र क्या कहें कैसी थकन सफ़र में थी
vahi raTe hue jumle ugal rahaa huun abhi
वही रटे हुए जुमले उगल रहा हूँ अभी
nishaan kisi ko milegaa bhalaa kahaan meraa
निशाँ किसी को मिलेगा भला कहाँ मेरा





