tujh bin khali rah kar kitne saal bitane honge
mere hathon men teri taqdiren kab utrengi

Najmus Saqib
Najmus Saqib
Sherशेर
See all 13 →tujh bin khali rah kar kitne saal bitane honge
तुझ बिन ख़ाली रह कर कितने साल बिताने होंगे
hunuz raat hai jalna paDega us ko bhi
हुनूज़ रात है जलना पड़ेगा उस को भी
dil ko aaj tasalli main ne de Daali
दिल को आज तसल्ली मैं ने दे डाली
mire haath men tire naam ki vo lakir miTti chali ga.i
मिरे हाथ में तिरे नाम की वो लकीर मिटती चली गई
phir ek baar laDa.i thi apni suraj se
फिर एक बार लड़ाई थी अपनी सूरज से
kabhi na TuTne vaala hisar ban ja.un
कभी न टूटने वाला हिसार बन जाऊँ
Popular Sher & Shayari
26 totalhunuz raat hai jalna paDega us ko bhi
ki mere saath pighalna paDega us ko bhi
dil ko aaj tasalli main ne de Daali
vo sachcha tha us ke vaade jhuTe the
mire haath men tire naam ki vo lakir miTti chali ga.i
mire chara-gar mire dard ki hi vazahaton men lage rahe
phir ek baar laDa.i thi apni suraj se
ham a.inon ki tarah phir yahan vahan TuuTe
kabhi na TuTne vaala hisar ban ja.un
vo meri zaat men rahne ka faisla to kare
main hi TuuT ke bikhraa aur na royaa vo
ab ke hijr ke mausam kitne jhuTe the
use be-numu kisi khvaab ne kahin gahri niind sulaa diyaa
use bhaa gai hain kahaavatein use bhi qafas mein sukun hai
anaa ki qaid se nikle muqaabla to kare
vo meraa saath nibhaane kaa hausla to kare
kaun hai jo har lamha suratein badaltaa hai
main kise samajhne ke marhalon mein zinda huun
ye jism TuuT ke hisson mein baTne vaalaa hai
phir is pe apni rivaayaat kuchh nahin hogaa
dukh-bharaa shahr kaa manzar kabhi tabdil bhi ho
dard ko had se guzarte koi kab tak dekhe
Ghazalग़ज़ल
kisi khamoshi kaa zahr jab ik mukaalme ki tarah se chup thaa
किसी ख़मोशी का ज़हर जब इक मुकालमे की तरह से चुप था
sochon se in khvaabon ki zanjirein kab utreingi
सोचों से इन ख़्वाबों की ज़ंजीरें कब उतरेंगी
shab ko aankhon mein Thaharte koi kab tak dekhe
शब को आँखों में ठहरते कोई कब तक देखे
teri samt jaane ke raaston mein zinda huun
तेरी सम्त जाने के रास्तों में ज़िंदा हूँ
badan ko jaan se judaa ho ke zinda rahnaa hai
बदन को जाँ से जुदा हो के ज़िंदा रहना है
anaa ki qaid se nikle muqaabla to kare
अना की क़ैद से निकले मुक़ाबला तो करे





