"vo ham-safar tha magar us se ham-nava.i na thi ki dhuup chhanv ka aalam raha juda.i na thi"

Naseer Turabi
Naseer Turabi
Sherशेर
See all 20 →vo ham-safar tha magar us se ham-nava.i na thi
वो हम-सफ़र था मगर उस से हम-नवाई न थी
bichhaDte vaqt un ankhon men thi hamari ghazal
बिछड़ते वक़्त उन आँखों में थी हमारी ग़ज़ल
is kaDi dhuup men saaya kar ke
इस कड़ी धूप में साया कर के
aaj ki raat ujale mire ham-saya hain
आज की रात उजाले मिरे हम-साया हैं
tujhe kya khabar mire be-khabar mira silsila koi aur hai
तुझे क्या ख़बर मिरे बे-ख़बर मिरा सिलसिला कोई और है
kuchh roz nasir aao chalo ghar men raha jaa.e
कुछ रोज़ नसीर आओ चलो घर में रहा जाए
Popular Sher & Shayari
40 total"bichhaDte vaqt un ankhon men thi hamari ghazal ghazal bhi vo jo kisi ko abhi suna.i na thi"
"is kaDi dhuup men saaya kar ke tu kahan hai mujhe tanha kar ke"
"aaj ki raat ujale mire ham-saya hain aaj ki raat jo so luun to naya ho ja.un"
"tujhe kya khabar mire be-khabar mira silsila koi aur hai jo mujhi ko mujh se baham kare vo gurez-pa koi aur hai"
"kuchh roz nasir aao chalo ghar men raha jaa.e logon ko ye shikva hai ki ghar par nahin milta"
shahr mein kis se sukhan rakhiye kidhar ko chaliye
itni tanhaai to ghar mein bhi hai ghar ko chaliye
tujhe kyaa khabar mire be-khabar miraa silsila koi aur hai
jo mujhi ko mujh se baham kare vo gurez-paa koi aur hai
ye ruuh raqs-e-charaaghaan hai apne halqe mein
ye jism saaya hai aur saaya Dhal rahaa hai miyaan
usi ne mujh pe uThaae hain sang jis ke liye
main paash paash huaa ghar nigaar-khaana huaa
milne ki tarah mujh se vo pal bhar nahin miltaa
dil us se milaa jis se muqaddar nahin miltaa
ye havaa saare charaaghon ko uDaa le jaaegi
raat Dhalne tak yahaan sab kuchh dhuaan ho jaaegaa
Ghazalग़ज़ल
tujhe kyaa khabar mire be-khabar miraa silsila koi aur hai
तुझे क्या ख़बर मिरे बे-ख़बर मिरा सिलसिला कोई और है
dekh lete hain ab us baam ko aate jaate
देख लेते हैं अब उस बाम को आते जाते
vo be-vafaa hai to kyaa mat kaho buraa us ko
वो बे-वफ़ा है तो क्या मत कहो बुरा उस को
dard ki dhuup se chehre ko nikhar jaanaa thaa
दर्द की धूप से चेहरे को निखर जाना था
milne ki tarah mujh se vo pal bhar nahin miltaa
मिलने की तरह मुझ से वो पल भर नहीं मिलता
diyaa saa dil ke kharaabe mein jal rahaa hai miyaan
दिया सा दिल के ख़राबे में जल रहा है मियाँ





