Sher
ragaDna paD raha hai sar har ik voter ke paanv par
isi baa.is to ham ko membari achchhi nahin lagti

Niaz Sawati
ragaDna paD raha hai sar har ik voter ke paanv par
रगड़ना पड़ रहा है सर हर इक वोटर के पाँव पर
qatar se na laate agar mal-o-daulat
क़तर से न लाते अगर माल-ओ-दौलत
daulat ki rel-pel hai ab ghar men is liye
दौलत की रेल-पेल है अब घर में इस लिए
na.e yaron se bhi is shakhs ki sahib-salamat hai
नए यारों से भी इस शख़्स की साहिब-सलामत है
ragaDna paD raha hai sar har ik voter ke paanv par
isi baa.is to ham ko membari achchhi nahin lagti
qatar se na laate agar mal-o-daulat
mohalle men izzat tumhari na hoti
daulat ki rel-pel hai ab ghar men is liye
custam ka ik clerk huun teacher nahin huun main
na.e yaron se bhi is shakhs ki sahib-salamat hai
hamare saath bhi yaari jo pahle thi so ab bhi hai
ragaDnaa paD rahaa hai sar har ik voter ke paanv par
isi baais to ham ko membari achchhi nahin lagti
daulat ki rel-pel hai ab ghar mein is liye
custam kaa ik clerk huun teacher nahin huun main
qatar se na laate agar maal-o-daulat
mohalle mein izzat tumhaari na hoti
nae yaaron se bhi is shakhs ki saahib-salaamat hai
hamaare saath bhi yaari jo pahle thi so ab bhi hai