Sher
"ik saneha sa dafn huun lekin kabhi kabhi sadiyon ki qabr se bhi uThaya gaya huun main"

Noman Imam
"ik saneha sa dafn huun lekin kabhi kabhi sadiyon ki qabr se bhi uThaya gaya huun main"
"tu agar abr hai main abr men paani ki tarah main tire saath huun lafzon men ma.ani ki tarah"
ik saaneha saa dafn huun lekin kabhi kabhi
sadiyon ki qabr se bhi uThaayaa gayaa huun main
tu agar abr hai main abr mein paani ki tarah
main tire saath huun lafzon mein maaani ki tarah
har ghaDi har lamha uThte pattharon ke saath main
हर घड़ी हर लम्हा उठते पत्थरों के साथ मैं
aks aankhon mein be-dhiyaani kaa thaa
अक्स आँखों में बे-धियानी का था
aaina saa andheri raat kaa main
आईना सा अँधेरी रात का मैं
taalluqaat-e-vafaa mein jo sard ab tak hai
तअल्लुक़ात-ए-वफ़ा में जो सर्द अब तक है
mujhe bhi yaa-rab faraaghat-e-maah-o-saal denaa
मुझे भी या-रब फ़राग़त-ए-माह-ओ-साल देना