Sher
kaun tanha.i ka ehsas dilata hai mujhe
ye bhara shahr bhi tanha nazar aata hai mujhe

Noor Jahan Sarwat
kaun tanha.i ka ehsas dilata hai mujhe
ye bhara shahr bhi tanha nazar aata hai mujhe
vo ek nazar men mujhe pahchan gaya hai
jo biiti hai dil par mire sab jaan gaya hai
vo ek nazar mein mujhe pahchaan gayaa hai
jo biiti hai dil par mire sab jaan gayaa hai
kaun tanhaai kaa ehsaas dilaataa hai mujhe
ye bharaa shahr bhi tanhaa nazar aataa hai mujhe
mire maazi ki vo tasvir dikhaataa hai mujhe
मिरे माज़ी की वो तस्वीर दिखाता है मुझे
vo vafaa-kesh thaa dil zakhmon kaa mahshar niklaa
वो वफ़ा-केश था दिल ज़ख़्मों का महशर निकला
thi kitaab-e-zist varaq varaq koi silsila hi na mil sakaa
थी किताब-ए-ज़ीस्त वरक़ वरक़ कोई सिलसिला ही न मिल सका
nisbat hi kisi se hai na rakhte hain havaale
निस्बत ही किसी से है न रखते हैं हवाले
rafaaqaton ne diye hain mujh ko 'adaavaton ke 'itaab saare
रफ़ाक़तों ने दिए हैं मुझ को 'अदावतों के 'इताब सारे