Sher
main bhuul ja.un tujhe ya main intizar karun
tu apne jaane se pahle mujhe bata kar ja

Pragya Sharma
main bhuul ja.un tujhe ya main intizar karun
tu apne jaane se pahle mujhe bata kar ja
ishq kya hai bas isi ehsas ka to naam hai
aag ka mahsus hona haath jal jaane ke baa'd
dekh kar sitaron ko mujh ko to ye lagta hai
duur asmanon men cigaretten sulagti hain
main bhuul jaaun tujhe yaa main intizaar karun
tu apne jaane se pahle mujhe bataa kar jaa
dekh kar sitaaron ko mujh ko to ye lagtaa hai
duur aasmaanon mein cigarettein sulagti hain
ishq kyaa hai bas isi ehsaas kaa to naam hai
aag kaa mahsus honaa haath jal jaane ke baa'd
jaane kyaa phir ji mein aai chal paDe
जाने क्या फिर जी में आई चल पड़े
roz shaam hote hi shama kaa vo jal jaanaa
रोज़ शाम होते ही शम्अ' का वो जल जाना
main kahaan thi kahaan se kahaan ho gai
मैं कहाँ थी कहाँ से कहाँ हो गई
ho na paaeinge yaqin to ik gumaan ho jaaeinge
हो न पाएँगे यक़ीं तो इक गुमाँ हो जाएँगे
kaun hai mujh mein jo martaa hi chalaa jaataa hai
कौन है मुझ में जो मरता ही चला जाता है
paagal huun puuri ki puuri jhakki huun
पागल हूँ पूरी की पूरी झक्की हूँ