Sher
"ham sitaron ki tarah Duub ga.e din qayamat ke intizar men hai"

Qamar Jameel
"ham sitaron ki tarah Duub ga.e din qayamat ke intizar men hai"
"apni nakamiyon pe akhir-e-kar muskurana to ikhtiyar men hai"
"ya allahabad men rahiye jahan sangam bhi ho ya banaras men jahan har ghaaT par sailab hai"
"ek patthar ki dast-e-yar men hai phuul banne ke intizar men hai"
ham sitaaron ki tarah Duub gae
din qayaamat ke intizaar mein hai
ek patthar ki dast-e-yaar mein hai
phuul banne ke intizaar mein hai
apni naakaamiyon pe aakhir-e-kaar
muskuraanaa to ikhtiyaar mein hai
yaa allahabad mein rahiye jahaan sangam bhi ho
yaa banaras mein jahaan har ghaaT par sailaab hai
aaj sitaare aangan mein hain un ko rukhsat mat karnaa
आज सितारे आँगन में हैं उन को रुख़्सत मत करना
khvaab mein jo kuchh dekh rahaa huun us kaa dikhaanaa mushkil hai
ख़्वाब में जो कुछ देख रहा हूँ उस का दिखाना मुश्किल है
shahr ki galiyaan ghuum rahi hain mere qadam ke saath
शहर की गलियाँ घूम रही हैं मेरे क़दम के साथ
shaam ajiib shaam thi jis mein koi ufaq na thaa
शाम अजीब शाम थी जिस में कोई उफ़क़ न था