Sher
mera qatil jo mire khuun se tar lagta hai
sar uTha.e to hai sharminda magar lagta hai

Qamar Rais Bahraichi
mera qatil jo mire khuun se tar lagta hai
मेरा क़ातिल जो मिरे ख़ून से तर लगता है
main kaise maan luun vo masiha-e-vaqt hai
मैं कैसे मान लूँ वो मसीहा-ए-वक़्त है
apnon ke darmiyan bhi ghuTan se lagi mujhe
अपनों के दरमियाँ भी घुटन से लगी मुझे
parda-e-shab se nikalne ka nahin leta naam
पर्दा-ए-शब से निकलने का नहीं लेता नाम
roya tamam umr vo shabnam ke saath saath
रोया तमाम उम्र वो शबनम के साथ साथ
mera qatil jo mire khuun se tar lagta hai
sar uTha.e to hai sharminda magar lagta hai
main kaise maan luun vo masiha-e-vaqt hai
kirdar us ka la.eq-e-dastar bhi nahin
apnon ke darmiyan bhi ghuTan se lagi mujhe
rishton ki justuju ye kahan le ke aa ga.i
parda-e-shab se nikalne ka nahin leta naam
aaj suraj hi savera nahin hone deta
roya tamam umr vo shabnam ke saath saath
phir kyon kahun ki dard-e-gul-e-tar men kuchh na tha
main kaise maan luun vo masihaa-e-vaqt hai
kirdaar us kaa laaeq-e-dastaar bhi nahin
royaa tamaam umr vo shabnam ke saath saath
phir kyon kahun ki dard-e-gul-e-tar mein kuchh na thaa
meraa qaatil jo mire khuun se tar lagtaa hai
sar uThaae to hai sharminda magar lagtaa hai
parda-e-shab se nikalne kaa nahin letaa naam
aaj suraj hi saveraa nahin hone detaa
apnon ke darmiyaan bhi ghuTan se lagi mujhe
rishton ki justuju ye kahaan le ke aa gai