"ta hashr rahe ye daagh dil ka ya-rab na bujhe charagh dil ka"
Rangin Saadat Yaar Khan
Rangin Saadat Yaar Khan
Sherशेर
See all 9 →ta hashr rahe ye daagh dil ka
ता हश्र रहे ये दाग़ दिल का
tha jahan mai-khana barpa us jagah masjid bani
था जहाँ मय-ख़ाना बरपा उस जगह मस्जिद बनी
man.a karte ho abas yaaro aaj
मनअ करते हो अबस यारो आज
jhuTa kabhi na jhuTa hove
झूटा कभी न झूटा होवे
zulm ki Tahni kabhi phalti nahin
ज़ुल्म की टहनी कभी फलती नहीं
badal aa.e hain ghir gulal ke laal
बादल आए हैं घिर गुलाल के लाल
Popular Sher & Shayari
18 total"tha jahan mai-khana barpa us jagah masjid bani TuuT kar masjid ko phir dekha to but-khane hue"
"man.a karte ho abas yaaro aaj us ke ghar ja.enge par ja.enge ham"
"jhuTa kabhi na jhuTa hove jhuTe ke aage sachcha rove"
"zulm ki Tahni kabhi phalti nahin naav kaghaz ki kahin chalti nahin"
"badal aa.e hain ghir gulal ke laal kuchh kisi ka nahin kisi ko khayal"
vo na aae to tu hi chal 'rangin'
is mein kyaa teri shaan jaati hai
mana karte ho abas yaaro aaj
us ke ghar jaaeinge par jaaeinge ham
zulm ki Tahni kabhi phalti nahin
naav kaaghaz ki kahin chalti nahin
baadal aae hain ghir gulaal ke laal
kuchh kisi kaa nahin kisi ko khayaal
jhuTaa kabhi na jhuTaa hove
jhuTe ke aage sachchaa rove
hai ye duniyaa jaa-e-ibrat khaak se insaan ki
ban gae kitne subu kitne hi paimaane hue
Ghazalग़ज़ल
ishq se bach ke kidhar jaaeinge ham
इश्क़ से बच के किधर जाएँगे हम
tujh ko aati hai dilaase ki nahin baat koi
तुझ को आती है दिलासे की नहीं बात कोई
ham juun chakor ghash hain aji ek yaar par
हम जूँ चकोर ग़श हैं अजी एक यार पर
ghair ki khaatir se tum yaaron ko dhamkaane lage
ग़ैर की ख़ातिर से तुम यारों को धमकाने लगे
hamdamo kyaa mujh ko tum un se milaa sakte nahin
हमदमो क्या मुझ को तुम उन से मिला सकते नहीं





