Sher
mujh ko kaafi hai bas ik tera muafiq hona
saari duniya bhi mukhalif ho to kya hota hai

Ranjoor Azimabadi
mujh ko kaafi hai bas ik tera muafiq hona
मुझ को काफ़ी है बस इक तेरा मुआफ़िक़ होना
ilm hasil kar ke bhi milti nahin hai naukri
इल्म हासिल कर के भी मिलती नहीं है नौकरी
buton men kis bala ki hai kashish allah hi jaane
बुतों में किस बला की है कशिश अल्लाह ही जाने
dikha kar zahr ki shishi kaha 'ranjur' se us ne
दिखा कर ज़हर की शीशी कहा 'रंजूर' से उस ने
agar chilman ke bahar vo but-e-kafir-ada nikle
अगर चिलमन के बाहर वो बुत-ए-काफ़िर-अदा निकले
huiin azad qaid-e-shar.a se ta.alim ke sadqe
हुईं आज़ाद क़ैद-ए-शरअ' से तालीम के सदक़े
mujh ko kaafi hai bas ik tera muafiq hona
saari duniya bhi mukhalif ho to kya hota hai
ilm hasil kar ke bhi milti nahin hai naukri
rahm ke qabil hai bas halat hamari in dinon
buton men kis bala ki hai kashish allah hi jaane
chale the shauq-e-ka.aba men sanam-khane men ja nikle
dikha kar zahr ki shishi kaha 'ranjur' se us ne
ajab kya teri bimari ki ye hakmi dava nikle
agar chilman ke bahar vo but-e-kafir-ada nikle
zaban-e-shaikh se salle-ala salle-ala nikle
huiin azad qaid-e-shar.a se ta.alim ke sadqe
pakaD kar dast-e-na-mahram na kyuun utren vo TamTam se
dikhaa kar zahr ki shishi kahaa 'ranjur' se us ne
ajab kyaa teri bimaari ki ye hakmi davaa nikle
agar chilman ke baahar vo but-e-kaafir-adaa nikle
zabaan-e-shaikh se salle-alaa salle-alaa nikle
huiin aazaad qaid-e-shara se taalim ke sadqe
pakaD kar dast-e-naa-mahram na kyuun utrein vo TamTam se
gharaz ki vaqton mein ham ne aksar lagaai hai muslimon se yaari
magar gharaz jab rahi na baaqi to un se naahaq ulajh paDe hain
mujh ko kaafi hai bas ik teraa muaafiq honaa
saari duniyaa bhi mukhaalif ho to kyaa hotaa hai
ilm haasil kar ke bhi milti nahin hai naukri
rahm ke qaabil hai bas haalat hamaari in dinon