Sher
aTa hai shahar barudi dhuen se
saDak par chand bachche ro rahe hain
R
Rasikh IrfaniRasikh Irfani
aTa hai shahar barudi dhuen se
saDak par chand bachche ro rahe hain
kitna nadim huun kisi shakhs se shikva kar ke
mujh se dekha na gaya us ka pasheman hona
vo ahl-e-kahaf the jin ko ziya mili akhir
mira ye daur ki ab tak andhera ghaar men hai
kitnaa naadim huun kisi shakhs se shikva kar ke
mujh se dekhaa na gayaa us kaa pashemaan honaa
vo ahl-e-kahaf the jin ko ziyaa mili aakhir
miraa ye daur ki ab tak andheraa ghaar mein hai
aTaa hai shahar baarudi dhuein se
saDak par chand bachche ro rahe hain