kuchh log the safar men magar ham-zaban na the
hai lutf guftugu ka jo apni zaban men ho

Saeed Naqvi
Saeed Naqvi
Sherशेर
See all 8 →kuchh log the safar men magar ham-zaban na the
कुछ लोग थे सफ़र में मगर हम-ज़बाँ न थे
ye khud-navisht to mujh ko adhuri lagti hai
ये ख़ुद-नविश्त तो मुझ को अधूरी लगती है
main apne saare savalon ke janta huun javab
मैं अपने सारे सवालों के जानता हूँ जवाब
tu meri tishna-labi par saval karta hai
तू मेरी तिश्ना-लबी पर सवाल करता है
main duur duur se khud ko uTha ke laata raha
मैं दूर दूर से ख़ुद को उठा के लाता रहा
ibtida mujh men intiha mujh men
इब्तिदा मुझ में इंतिहा मुझ में
Popular Sher & Shayari
16 totalye khud-navisht to mujh ko adhuri lagti hai
jo ho sake to naya intisab mangun main
main apne saare savalon ke janta huun javab
mira saval mire zehn ki shararat hai
tu meri tishna-labi par saval karta hai
samundaron pe banaya tha apna ghar main ne
main duur duur se khud ko uTha ke laata raha
ki TuuT ja.un to phir duur tak bikharta huun
ibtida mujh men intiha mujh men
ik mukammal hai vaqi.a mujh men
ye khud-navisht to mujh ko adhuri lagti hai
jo ho sake to nayaa intisaab maangun main
main duur duur se khud ko uThaa ke laataa rahaa
ki TuuT jaaun to phir duur tak bikhartaa huun
kuchh log the safar mein magar ham-zabaan na the
hai lutf guftugu kaa jo apni zabaan mein ho
main apne saare savaalon ke jaantaa huun javaab
miraa savaal mire zehn ki sharaarat hai
tu meri tishna-labi par savaal kartaa hai
samundaron pe banaayaa thaa apnaa ghar main ne
ibtidaa mujh mein intihaa mujh mein
ik mukammal hai vaaqia mujh mein
Ghazalग़ज़ल
main dost se na kisi dushmani se Dartaa huun
मैं दोस्त से न किसी दुश्मनी से डरता हूँ
varaq varaq se nayaa ik javaab maangun main
वरक़ वरक़ से नया इक जवाब माँगूँ मैं
chaahe hamaaraa zikr kisi bhi zabaan mein ho
चाहे हमारा ज़िक्र किसी भी ज़बाँ में हो
kiyaa hai khud hi giraan ziist kaa safar main ne
किया है ख़ुद ही गिराँ ज़ीस्त का सफ़र मैं ने





