ghar ke baare men yahi jaan saka huun ab tak
jab bhi lauTo koi darvaza khula hota hai

Sagheer Malal
Sagheer Malal
Sherशेर
See all 16 →ghar ke baare men yahi jaan saka huun ab tak
घर के बारे में यही जान सका हूँ अब तक
un se bachna ki bichhate hain panahen pahle
उन से बचना कि बिछाते हैं पनाहें पहले
ta.ajjub un ko hai kyuun meri khud-kalami par
तअज्जुब उन को है क्यूँ मेरी ख़ुद-कलामी पर
zamane bhar se ulajhte hain jis ki janib se
ज़माने भर से उलझते हैं जिस की जानिब से
hai ek umr se khvahish ki duur ja ke kahin
है एक उम्र से ख़्वाहिश कि दूर जा के कहीं
raushni hai kisi ke hone se
रौशनी है किसी के होने से
Popular Sher & Shayari
32 totalun se bachna ki bichhate hain panahen pahle
phir yahi log kahin ka nahin rahne dete
ta.ajjub un ko hai kyuun meri khud-kalami par
har aadmi ka koi raz-dan zaruri hai
zamane bhar se ulajhte hain jis ki janib se
akele-pan men use ham bhi kya nahin kahte
hai ek umr se khvahish ki duur ja ke kahin
main khud ko ajnabi logon ke darmiyan dekhun
raushni hai kisi ke hone se
varna buniyad to andhera tha
ghar ke baare mein yahi jaan sakaa huun ab tak
jab bhi lauTo koi darvaaza khulaa hotaa hai
un se bachnaa ki bichhaate hain panaahein pahle
phir yahi log kahin kaa nahin rahne dete
bas is khayaal se dekhaa tamaam logon ko
jo aaj aise hain kaise vo kal rahe honge
taajjub un ko hai kyuun meri khud-kalaami par
har aadmi kaa koi raaz-daan zaruri hai
ek lamhe mein zamaana huaa takhliq 'malaal'
vahi lamha hai yahaan aur zamaana hai vahi
ek rahne se yahaan vo maavaraa kaise huaa
sab se pahlaa aadmi khud se judaa kaise huaa
Ghazalग़ज़ल
kisi insaan ko apnaa nahin rahne dete
किसी इंसान को अपना नहीं रहने देते
khud se niklun to alag ek samaan hotaa hai
ख़ुद से निकलूँ तो अलग एक समाँ होता है
faqat zamin se rishte ko ustuvaar kiyaa
फ़क़त ज़मीन से रिश्ते को उस्तुवार किया
raat andar utar ke dekhaa hai
रात अंदर उतर के देखा है
nikal gae the jo sahraa mein apne itni duur
निकल गए थे जो सहरा में अपने इतनी दूर
baraae naam sahi saaebaan zaruri hai
बराए नाम सही साएबाँ ज़रूरी है





