Sher
chingariyan na Daal mire dil ke ghaao men
main khud hi jal raha huun ghamon ke alaao men

Saif Zulfi
chingariyan na Daal mire dil ke ghaao men
main khud hi jal raha huun ghamon ke alaao men
kaghaz pe ugal raha hai nafrat
kam-zarf adiib ho gaya hai
ehsas men shadid talatum ke bavajud
chup huun mujhe sukun mayassar ho jis tarah
chingaariyaan na Daal mire dil ke ghaao mein
main khud hi jal rahaa huun ghamon ke alaao mein
kaaghaz pe ugal rahaa hai nafrat
kam-zarf adiib ho gayaa hai
ehsaas mein shadid talaatum ke baavajud
chup huun mujhe sukun mayassar ho jis tarah
ashkon mein qalam Dubo rahaa hai
अश्कों में क़लम डुबो रहा है
mahkaa hai zakhm zakhm havaaein hain manchali
महका है ज़ख़्म ज़ख़्म हवाएँ हैं मंचली
dil ke shajar ko khuun se gulnaar dekh kar
दिल के शजर को ख़ून से गुलनार देख कर
siine ki aag aatish-e-mahshar ho jis tarah
सीने की आग आतिश-ए-महशर हो जिस तरह
oDhi ridaa-e-dard bhi haalaat ki tarah
ओढ़ी रिदा-ए-दर्द भी हालात की तरह