Sher
ye dil-fareb charaghan ye qahqahon ke hujum
main Dar raha huun ab is shahar se guzarte hue

Salman Khayal
ye dil-fareb charaghan ye qahqahon ke hujum
ये दिल-फ़रेब चराग़ाँ ये क़हक़हों के हुजूम
jab se is dasht men aaya huun isi soch men huun
जब से इस दश्त में आया हूँ इसी सोच में हूँ
guzari umr ham ne abiyari men kisi ki
गुज़ारी उम्र हम ने आबियारी में किसी की
zara sambhlo tumhari vahshaton ke zikr 'salman'
ज़रा संभलों तुम्हारी वहशतों के ज़िक्र 'सलमान'
ye asman hai behtar ki ashiyan mera
ये आसमान है बेहतर कि आशियाँ मेरा
ye dil-fareb charaghan ye qahqahon ke hujum
main Dar raha huun ab is shahar se guzarte hue
jab se is dasht men aaya huun isi soch men huun
ki bayaban men kya soch kar aata hai koi
guzari umr ham ne abiyari men kisi ki
vo apna ek kar-e-be-samar tha aur ham the
zara sambhlo tumhari vahshaton ke zikr 'salman'
jahan hone nahin the ab vahan bhi ho rahe hain
ye asman hai behtar ki ashiyan mera
parind soch raha hai uDaan bharte hue
ye dil-fareb charaaghaan ye qahqahon ke hujum
main Dar rahaa huun ab is shahar se guzarte hue
jab se is dasht mein aayaa huun isi soch mein huun
ki bayaabaan mein kyaa soch kar aataa hai koi
guzaari umr ham ne aabiyaari mein kisi ki
vo apnaa ek kaar-e-be-samar thaa aur ham the
zaraa sambhlo tumhaari vahshaton ke zikr 'salmaan'
jahaan hone nahin the ab vahaan bhi ho rahe hain
ye aasmaan hai behtar ki aashiyaan meraa
parind soch rahaa hai uDaan bharte hue