ashiq-mizaj rahte hain har vaqt taak men
siina ko is tarah se ubhara na kijiye

Sardar Ganda Singh Mashriqi
Sardar Ganda Singh Mashriqi
Sherशेर
See all 31 →ashiq-mizaj rahte hain har vaqt taak men
आशिक़-मिज़ाज रहते हैं हर वक़्त ताक में
ka.aba ko agar manen ki allah ka ghar hai
काबा को अगर मानें कि अल्लाह का घर है
khola darvaza samajh kar mujh ko ghair
खोला दरवाज़ा समझ कर मुझ को ग़ैर
jo munh se kahte hain kuchh aur karte hain kuchh aur
जो मुँह से कहते हैं कुछ और करते हैं कुछ और
shaikh chal tu sharab-khane men
शैख़ चल तू शराब-ख़ाने में
phaaD kar khat us ne qasid se kaha
फाड़ कर ख़त उस ने क़ासिद से कहा
Popular Sher & Shayari
62 totalka.aba ko agar manen ki allah ka ghar hai
but-khana men bhi shaikh nahin koi makin aur
khola darvaza samajh kar mujh ko ghair
kha ga.e dhoka miri avaz se
jo munh se kahte hain kuchh aur karte hain kuchh aur
vahi zamana men kuchh ikhtiyar rakhte hain
shaikh chal tu sharab-khane men
main tujhe aadmi bana dunga
phaaD kar khat us ne qasid se kaha
koi paigham-e-zabani aur hai
ai shaikh apnaa jubba-e-aqdas sambhaaliye
mast aa rahe hain chaak garebaan kiye hue
maza dekhaa kisi ko ai pari-ru munh lagaane kaa
ab aaina bhi kahtaa hai ki main madd-e-muqaabil huun
phaaD kar khat us ne qaasid se kahaa
koi paighaam-e-zabaani aur hai
shaikh chal tu sharaab-khaane mein
main tujhe aadmi banaa dungaa
tum jaao raqibon kaa karo koi mudaavaa
ham aap bhugat leinge ki jo ham pe bani hai
aage mere na tikhi maar ai shaikh
raat kaa maajraa sunaa dungaa
Ghazalग़ज़ल
jis kaa raahib shaikh ho but-khaana aisaa chaahiye
जिस का राहिब शैख़ हो बुत-ख़ाना ऐसा चाहिए
dekhaa kisi kaa ham ne na aisaa sunaa dimaagh
देखा किसी का हम ने न ऐसा सुना दिमाग़
kuchh bad-gumaaniyaan hain kuchh bad-zabaaniyaan hain
कुछ बद-गुमानियाँ हैं कुछ बद-ज़बानियाँ हैं
miraa ye zakhm siine kaa kahin bhartaa hai siine se
मिरा ये ज़ख़्म सीने का कहीं भरता है सीने से





