Sher
shanon pe mire vasl ki shab khaas ada se
rahti thi tiri zulf-e-rasa yaad hai ab tak

Sardar Khan Soz
shanon pe mire vasl ki shab khaas ada se
rahti thi tiri zulf-e-rasa yaad hai ab tak
kahne pe mire aao mire paas to baiTho
vo un ke bigaDne ki ada yaad hai ab tak
muddat hui us ko ki miri khalvat-e-shab men
paigham jo laa.i thi saba yaad hai ab tak
muddat hui us ko ki miri khalvat-e-shab mein
paighaam jo laai thi sabaa yaad hai ab tak
kahne pe mire aao mire paas to baiTho
vo un ke bigaDne ki adaa yaad hai ab tak
shaanon pe mire vasl ki shab khaas adaa se
rahti thi tiri zulf-e-rasaa yaad hai ab tak
teraa vo karam teri jafaa yaad hai ab tak
तेरा वो करम तेरी जफ़ा याद है अब तक
mere afkaar-o-khayaalaat kaa mehvar tum ho
मेरे अफ़्कार-ओ-ख़यालात का मेहवर तुम हो
marhale aasaan saare ho gae
मरहले आसान सारे हो गए
ye koi baat hui mil ke judaa ho jaanaa
ये कोई बात हुई मिल के जुदा हो जाना
aankh mein aansu labon par aah dil mein dard hai
आँख में आँसू लबों पर आह दिल में दर्द है
laakh ho maazi daaman-gir
लाख हो माज़ी दामन-गीर