Sher
chalte rahe to kaun sa apna kamal tha
ye vo safar tha jis men Thaharna muhal tha

Shabnam Shakeel
chalte rahe to kaun sa apna kamal tha
ye vo safar tha jis men Thaharna muhal tha
ab mujh ko rukhsat hona hai ab mera har-singhar karo
kyuun der lagati ho sakhiyo jaldi se mujhe tayyar karo
ik naqsh ki ban ban ke bigaDta hi raha hai
ik khvab ki puura kabhi hota hi nahin hai
chalte rahe to kaun saa apnaa kamaal thaa
ye vo safar thaa jis mein Thaharnaa muhaal thaa
ab mujh ko rukhsat honaa hai ab meraa haar-singhaar karo
kyuun der lagaati ho sakhiyo jaldi se mujhe tayyaar karo
ik naqsh ki ban ban ke bigaDtaa hi rahaa hai
ik khvaab ki puuraa kabhi hotaa hi nahin hai
vo to aaina-numaa thaa mujh ko
वो तो आईना-नुमा था मुझ को
andesha-haa-e-roz-e-mukaafaat aur main
अंदेशा-हा-ए-रोज़-ए-मुकाफ़ात और मैं
chalti rahti hai tasalsul se junun-khez havaa
चलती रहती है तसलसुल से जुनूँ-ख़ेज़ हवा
raushni aane do divaar ko dar hone do
रौशनी आने दो दीवार को दर होने दो