Sher
kabhi to un ko hamara khayal aa.ega
ham is umiid pe tark-e-vafa nahin karte
S
Shafqat KazmiShafqat Kazmi
kabhi to un ko hamara khayal aa.ega
ham is umiid pe tark-e-vafa nahin karte
na.i bahar ka muzhda baja sahi lekin
abhi to agli baharon ka zakhm taaza hai
kabhi to un ko hamaaraa khayaal aaegaa
ham is umiid pe tark-e-vafaa nahin karte
nai bahaar kaa muzhda bajaa sahi lekin
abhi to agli bahaaron kaa zakhm taaza hai