Sher
kisi ko maar ke khush ho rahe hain dahshat-gard
kahin pe sham-e-ghariban kahin divali hai

Sharib Mauranwi
kisi ko maar ke khush ho rahe hain dahshat-gard
किसी को मार के ख़ुश हो रहे हैं दहशत-गर्द
peD ke niche zara si chhanv jo us ko mili
पेड़ के नीचे ज़रा सी छाँव जो उस को मिली
saron pe oDh ke mazdur dhuup ki chadar
सरों पे ओढ़ के मज़दूर धूप की चादर
ham aise dasht ka talab hain jahan paani
हम ऐसे दश्त का तालाब हैं जहाँ पानी
sab ek jaisi hain duniya ki ‘auraten lekin
सब एक जैसी हैं दुनिया की ‘औरतें लेकिन
qafas ke band parinde hain jin ki ankhon men
क़फ़स के बंद परिंदे हैं जिन की आँखों में
kisi ko maar ke khush ho rahe hain dahshat-gard
kahin pe sham-e-ghariban kahin divali hai
peD ke niche zara si chhanv jo us ko mili
so gaya mazdur tan par boriya oDhe hue
saron pe oDh ke mazdur dhuup ki chadar
khud apne sar pe use sa.eban samajhne lage
ham aise dasht ka talab hain jahan paani
koi bhi sher ho gardan jhuka ke piita hai
sab ek jaisi hain duniya ki ‘auraten lekin
tumhare Dasne ka andaz mukhtalif Thahra
qafas ke band parinde hain jin ki ankhon men
asiri ghumti rahti hai qaid-khanon ki
kisi ko maar ke khush ho rahe hain dahshat-gard
kahin pe shaam-e-gharibaan kahin divaali hai
peD ke niche zaraa si chhaanv jo us ko mili
so gayaa mazdur tan par boriyaa oDhe hue
saron pe oDh ke mazdur dhuup ki chaadar
khud apne sar pe use saaebaan samajhne lage
sab ek jaisi hain duniyaa ki ‘auratein lekin
tumhaare Dasne kaa andaaz mukhtalif Thahraa
qafas ke band parinde hain jin ki aankhon mein
asiri ghumti rahti hai qaid-khaanon ki
puuri duniyaa mujhe fankaar samajhti hai to kyaa
mere ghar vaale to naakaara samajhte hain mujhe