Sher
na yahi ki zauq-e-nazar mira saf-e-gul-rukhan se guzar gaya
main tiri talash men bar-ha mah-o-kahkashan se guzar gaya
S
Shariq IrayaniShariq Irayani
na yahi ki zauq-e-nazar mira saf-e-gul-rukhan se guzar gaya
main tiri talash men bar-ha mah-o-kahkashan se guzar gaya
kahin dam-e-sabza-e-gul mila kahin aarzu ka chaman khila
tire husn ko ye khabar bhi hai main kahan kahan se guzar gaya
na yahi ki zauq-e-nazar miraa saf-e-gul-rukhaan se guzar gayaa
main tiri talaash mein baar-haa mah-o-kahkashaan se guzar gayaa
kahin daam-e-sabza-e-gul milaa kahin aarzu kaa chaman khilaa
tire husn ko ye khabar bhi hai main kahaan kahaan se guzar gayaa