Sher
"ham ne ye maana ki paida ho gaya kha.ega kya ghar men daane hi na pa.ega to bhunva.ega kya"

Shaukat Thanvi
ham ne ye maana ki paida ho gaya kha.ega kya
हम ने ये माना कि पैदा हो गया खाएगा क्या
dhoka tha nigahon ka magar khuub tha dhoka
धोका था निगाहों का मगर ख़ूब था धोका
hamesha ghair ki izzat tiri mahfil men hoti hai
हमेशा ग़ैर की इज़्ज़त तिरी महफ़िल में होती है
in hi ka naam mohabbat in hi ka naam junun
इन ही का नाम मोहब्बत इन ही का नाम जुनूँ
"ham ne ye maana ki paida ho gaya kha.ega kya ghar men daane hi na pa.ega to bhunva.ega kya"
"dhoka tha nigahon ka magar khuub tha dhoka mujh ko tiri nazron men mohabbat nazar aa.i"
"hamesha ghair ki izzat tiri mahfil men hoti hai tire kuche men ja kar ham zalil-o-khvar hote hain"
"in hi ka naam mohabbat in hi ka naam junun miri nigah ke dhoke tiri nazar ke fareb"
in hi kaa naam mohabbat in hi kaa naam junun
miri nigaah ke dhoke tiri nazar ke fareb
dhokaa thaa nigaahon kaa magar khuub thaa dhokaa
mujh ko tiri nazron mein mohabbat nazar aai
hamesha ghair ki izzat tiri mahfil mein hoti hai
tire kuche mein jaa kar ham zalil-o-khvaar hote hain
ham ne ye maanaa ki paidaa ho gayaa khaaegaa kyaa
ghar mein daane hi na paaegaa to bhunvaaegaa kyaa