'shaukat' hamare saath baDa hadisa hua
ham rah ga.e hamara zamana chala gaya

Shaukat Wasti
Shaukat Wasti
Sherशेर
'shaukat' hamare saath baDa hadisa hua
'शौकत' हमारे साथ बड़ा हादिसा हुआ
baDe vasuq se duniya fareb deti rahi
बड़े वसूक़ से दुनिया फ़रेब देती रही
ajiib baat hai din bhar ke ehtimam ke ba.ad
अजीब बात है दिन भर के एहतिमाम के बा'द
ravish ravish pe chaman ke bujhe bujhe manzar
रविश रविश पे चमन के बुझे बुझे मंज़र
mujhe to ranj qaba-ha-e-tar-tar ka hai
मुझे तो रंज क़बा-हा-ए-तार-तार का है
Popular Sher & Shayari
10 totalbaDe vasuq se duniya fareb deti rahi
baDe khulus se ham e'tibar karte rahe
ajiib baat hai din bhar ke ehtimam ke ba.ad
charagh ek bhi raushan hua na shaam ke ba.ad
ravish ravish pe chaman ke bujhe bujhe manzar
ye kah rahe hain yahan se bahar guzri hai
mujhe to ranj qaba-ha-e-tar-tar ka hai
khizan se baDh ke gulon par sitam bahar ka hai
baDe vasuq se duniyaa fareb deti rahi
baDe khulus se ham e'tibaar karte rahe
ajiib baat hai din bhar ke ehtimaam ke baad
charaagh ek bhi raushan huaa na shaam ke baad
'shaukat' hamaare saath baDaa haadisa huaa
ham rah gae hamaaraa zamaana chalaa gayaa
ravish ravish pe chaman ke bujhe bujhe manzar
ye kah rahe hain yahaan se bahaar guzri hai
mujhe to ranj qabaa-haa-e-taar-taar kaa hai
khizaan se baDh ke gulon par sitam bahaar kaa hai
Ghazalग़ज़ल
masti hai kaifiyat hai nasha hai sharaab hai
मस्ती है कैफ़ियत है नशा है शराब है
khud-shanaasi ho to har moajiza imkaan mein hai
ख़ुद-शनासी हो तो हर मो'जिज़ा इम्कान में है
jo log apni zaat mein gumraah ho gae
जो लोग अपनी ज़ात में गुमराह हो गए
bikhre to phir baham mire ajzaa nahin hue
बिखरे तो फिर बहम मिरे अज्ज़ा नहीं हुए
junun sukun khirad iztiraab chaahti hai
जुनूँ सुकून ख़िरद इज़्तिराब चाहती है
ham aziiz is qadar ab ji kaa ziyaan rakhte hain
हम अज़ीज़ इस क़दर अब जी का ज़ियाँ रखते हैं





